Main uska hoon vo is ahsaas se inkar karta hai, bhari mahfil me bhi ruswa mujhe har baar karta hai, yakin hai sari duniya ko khafa hai humse vo lekin, mujhe maloom hai phir bhi mujhise pyar karta hai
Hasa kar kisi din rula mat dena,khas bana kar kabhi gair bana mat dena mana ki roz apse hum milte nahi isi baat ka bahana bana kar kisi din bhula mat dena.
KAUN KAHETA HAI TUJHKO BHULA RAKHA HAI, TERE GULSHAN KO AAJ BHI MEHAKA RAKHA HAI, AAKAR DHEKH JA TERI YAADON KE ZAKHAM, PHIR BHI DHEKH TERI TASVEER KO AAJ BHI SEENE SE LAGA RAKHA HAI