Dekh kar tujhko

Dekh kar tujhko
Dekh kar tujhko yakeen hota hai,Koi itna bhi haseen hota hai,Dekh paate hain kahan ham tumko,Dil kahin, hosh kahin hota hai.
  

Jan, 30 2012     124 chars (1 sms)     5792 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zindgi to Anjaan ho Gayi h,Mayusi Bhari Veeran ho Gayi h, Achanak Dekha Har Taraf Khushiya h, Fir Pata chala Aapse Pehchan jo ho Gayi h.
Kya hai DIL ki haalat bataana nahi aata,kisi ko aise tadpana nahi aata,sunna chahte hai 1 baar fir aawaz unki,magar baat karne ka bahaana bhi nahi aata
Tajmahal ko pyar ki imarat aur chand ko pyar ki ibadat kehte hai. Hamara chand to aapsa pyara hai.Jiske dilke tajmahal me hum rehte hAI
Meri mohabbat ki saza bemissal di usne udaas rehne ki aadat daal di usne Maine jab b apna bnaana chaha usko Baato-2 me baat hi taal di usne.
Mohabbat khud banati hai Mohabbat khud bhi banti hai Mohabbat khud bhi andhi hai Mohabbat andha karti hai
Aapke khayalon se fursat nahi milti Hume ek pal ki raahat nahi milti Mil to jaata hai sab kuch Bas aapki ek jhalak nahi milti.
Koi Milta Hi Nahi Humse Humara Ban Kar,Wo Mile Bhi To Ek Kinara Ban Kar,Har Khwab Kaanch Ki Tarah Tuta he hamara,Ek Yakin He Hai Mere Sath Sahara Ban Kar.
Barish Tu Jab Band Darwajon Aur Dilon Pr Dastak Deti Hai Sari Baaten Keh Jane Ko Dil Karta Hai...Terey Sath Hi Beh Jane Ko Dil Karta Hai
Nazron se nazron ka takrav hota hai,Har mod par kisi ka intezar hota hai.... Dil rota hai aur zakham haste hain,Isi ka naam pyar hota hai....
Ab Kisase Kahe Aur Kaun Sune Jo Haal Tumhare Baad Hua Is Jheel Si Ankho Me Ek Khwab Bahut Barbaad Hua.
Mere alfazon ko juth mat samajna, yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna, ji raha tha tumhare naam par mar jau toh bewafa mat samajna
Maine jo socha wo kabhi paya nahi,Chahakar bhi me usko bhul paya nahi,Chahata to tha me usko apnana,par maine usko kabhi ye bataya hi nahi.