Hamara har lamha

Hamara har lamha
Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
  

Jan, 27 2012     152 chars (1 sms)     1069 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Rone se gum-e-dil ka guzara nahi hota Her shakhs dil ka sahara nahin hota us roz lgta hai bekarar jeena jis roz kabi zikar tumhara nahi hota
Dua Toh Yaad Nahin , Bas Fakat Itna Yaad Hai, Doo Hatheliyan Thi ,Ek Teri Thi Ek Meri Thi, Shisha-E-Dil Todna Pada Hamein, Intihan Mohobaat Ki Kya Batayen Yaaron , Ussi Ke Liye Ussi Ko Chodna Pada Hamein.
Wo dard hi kya jo ankho se beh jaye wo khushi hi kya jo honto pe reh jaye kabhi to samje koi kisi ki khamoshi ko wo bat hi kya jise alfaz asani se kehjaye.
Akela sa mehsus karo jab tanhai me,Yaad meri aye jab judai me,Mehsus karna tumhare karib hu me,Jab chahe dekh lena apni hi parchai me
Yaad karne ke liye koi cheez chahiye, Aap nahi to aapki taswir chahiye, per taswir aapki hamara dil behla nahi sakti, kyonki yeh aapki tarah muskura nahi sakti.
Tab tak pyar se pyar mat kar jab tak pyar aap se pyar na kare aur agar pyar aap se pyar kare to usse aisa pyar karo ki pyar kisi aur se pyar na kare.
Ab na raha kisi se chahat mohabbat ki,aur na hi raha kisise jarurat mohabbt ki,shayd jitna tha nasib me hme mil gya,ab na rha kisi s sikayat mohabbt ki
Unki yaad dil se bhulai nahi jati... Yeh dil ki dolat roz lutai nahi jati... Kis muh se kahte ho ki unhe hum bhul jaye?. Yeh pyaar ki duniya hai, Roz basai nahi jati.......
Waqt badal jata hai log badal jate he sab ek dusre ko bhul jate he nahi sikha humne waqt k sath badalna,shayad isliye Aap hume yaad aate he.
Har chirag ki lau soyi-soyi thi.Uss sham vo kisi se bichad ke khoyi thi.Naha gaya tha me jugnu ki barish me.Jab vo mere kandhe par sar rakh kar royi thi.
Zindagi me humne kabhi kuchh chaha hi nahi, jise chaha use kabhi paya hi nahi,jise paya use yun kho diya, jaise zindgi me kabhi koi aaya hi nahi.
Apni nakamiyo k tukde talash krte he,Har gali me dard ki aahen talash krte he,Kuch to baat hai uski fitrat me tabhi,Uske laut aane ki raahen talash krte he.