Ik zara si bhool

Ik zara si bhool
Ik zara si bhool khata ban gayi, meri vafai hi meri saza ban gai, dil liya aur khel kar tod diya, hamari jaan gai unki adaa ban gai.
  

Jan, 27 2012     132 chars (1 sms)     1139 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Teri yadein rakh di sambhalkar,dur kahi is dilse nikalkar,sab kuch to wapas le liya hai tumne dur jakar,in yadon ko b le jana kisi roz aakar..
Kisi ke yaad me gira ek aasu yahi to dosti ki nisani hai ... Samjo to ye ek moti hai na samjo to sirf pani hai
KAHA THA US NE K APNA BANA K CHORON GA HUWA BHI YOUN K APNA BANA K CHOR DEIYA
Pyar ka izhar hum unse kya kare chot khaye he hum vaar kya kare sans bandh ho gayi or aankhe khuli rahiis se jyada hum unka intezar kya kare..
Phir yehi Tanhai bhi tumara saath degi!! Ek bar dil se Humain Pukar kar bhi dekho!! Mil jaygi Mohabaat kise Rahygozar main bhi! Apne Sar se ye Ameere ka taj Utar kar dekho!!
Hathon ki lakiron mein kismat hai Milna aur bhoolna logo ki fitrat hai Bikharta to har koi hai dard mein Gam bhulana insaan ki zarurat hai..!
Bhulane Wale Se Koi Kehde Zara, Is Tarah Yaad Aane Se Kya Fayda, Jab Mere Dil Ki Duniya Basani Hi Nahi, To Jhuthe Khwab Dikhane Se Kya Fayda.?
Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota, Har dil mohabbat ke kabil nahi hota, Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me, Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…
Jab Mujhe unse Mohabbat hui thi...., Tab unhe hamari Mohabbat pe shak tha...., Jab unhe ehsaas hua hamari Mohabbat ka tab hum par kisi aur ka Huck tha.......-
tumein hum yaad rakhtay hain,Tumhari yaad se dil ka nagar abaad raktay hain,Har lamha,har waqt tumhe saath raktay hain,suhani raat huti hai tumhari baat hoti hai,aur is se abaad ralktay hain
Tum Dur Jaa kar Itna Itra Rahe Ho,Kabhi Hum Gaye To Bhula Na Sakoge,Hasna Jise Hamari Aadat Samajh Rahe Ho,Kabhi Hum Roye To Kabhi Hasa Na Sakoge
HUMNE MAANGA THA SAATH UNKA, WO JUDDAI KA GAM DE GAYE, HUM YAADO KE SAHARE HI JI LETE, LEKIN WO BHOOL JAANE KI KASAM DE GAYE.