zindagi apke bina

zindagi apke bina
zindagi apke bina viran silagti he,aap hoto har muskil aasan si lagti he,sath ho aap mere tosab kuch he,bin aapke har rah sumsan lagti he
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     2769 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Koi Dikhaa K Roe Koi Chipaa K Roe Hamein Rulaney Vaale Hamein Rulaa K Roe Marne Ka Mazaa To Tab Hai Jab Hamaara Qatil Bhi Hamaari Kabr Par Aakar Roye !!!
Nae Us Par Itna Yakeen Kyon Hain Uska Khayal Itna Itna Haseen Kyon Hain Suna Hai Pyaar Ka Dard Mitha Hota Hai To Aankhon Se Nikla Aansu Namkeen Kyon Hai..
Bewafai karna janti tau is kadar mohabaat na karte hum Yaadon ko seene se lagaye roz roz na marte hum
Taras jaoge aap mehfil a wafa k liye. kisi se pyar na karna khuda ke liye. jab lagegi ishq ki adalat ek din. aap bhi chune jaoge saja ke liye..
CHAHA TO JINDAGI SE BAHUT KUCH, MAGAR TUJHE PANE KI EK PYAS SI REH GAYI, CHAH KAR BHI TUJHE PA NA SAKE HUM, BUS AB TERI MEETHI SI YAAD REH GAYI.
mat puch mujh se mere sabar kii wasatain kahan tak hai sata kar dekh le zalim teri takat jahan tak hai sitamgar tujh se umeed kiran hogi jinhain hogi hamain tu dekhna yah hai kay tu zalim kahan tak hai
Shaam se meri ye aankhein nam hain, shayad is dil me chhupa koi gam hain. humse hai tanhai, tanha hum hai koi hai jiski yaad me ye raatein gum hain..
Ek Din Baharon Ke Phool Murjhayenge.. Bhoole Se Kabhi Hum Tumhe Yaad Aayenge Ehsaas Hoga Bhoole Se Tumhe Meri Chahat Ka Jab Door Bahut Door Hum Tumse Chale Jayenge...
Nasibon K Khel Ajeeb Hote Hai Chahne Wale Ko Ansu Hi Naseeb Hote Hai Kon Hona Chahta Hai Apno Se Door Bichr Jate Hn Wo Jo Sb Se Qareb Hote
Bahoot tamanna thi, rishto ke aashiyan banane ki, Bana chuke toh lag gayi Nazar zammane ki. Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo, Saza mili hai hume muskurane ki ! .......
Malum Hai Ke Tumhe hum Pa Na Sakenge.Tumhara Naam Duniya Ke Samne La Na Sakenge.Jaldi se a Jao Waqt Rukhsat Ka Hai.Tume Dekhe Bina Duniya Se Ja Na Sakenge.
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe. Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.