Log Mohabbat Ki Saza Dete Hai.Kaise Pagal Hai,Wo To Sholey Ko Hawa Dete Hai.Humne Sirf Ishq Kiya Hai Koi Gunah Nahi,Phir Bhi Log Mere Dard Ka Maza Lete Hai.
Ek tuti hui zanjir ki fariyad hai hum,aur dunia ye samajhti hai ki azad hai hum.is ashiqi ne kya diya hai humko,kal bhi barbad the,aaj bhi barbad hai hum
dil jeet le wo jigar hum bhi rakhte hai qatl kar de wo nazar hum bhi rakhte hai wada kiya hai kisi se sada muskuraane ka warna in aankhon me samandr hum bhi rakhte hai