Manzile bi uski

Manzile bi uski
Manzile bi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bi uska tha.. Sath Sath chalne ki soch bi uski thi,Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyo akela hoon,Dil sawal karta hai,Log to uske the, Kya KHUDA bhi uska tha,.
  

Jan, 27 2012     241 chars (2 sms)     1098 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hum to masroof the apni tanhaiyon me Muddato baad kisi ne pukara hai Ek pal ke liye ruk kr sochne lage Kya yehi wo naam he jo humara hai.
Aj b unki nazronme raaz wohi tha,chehra b wohi tha,chehre ka libas b wohi tha,kse usko bewafa kehdu yaro,aj b unke dekhneka andaz wohi tha!
Badi mehnat se meri duniya lutai hogi, meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi, la tere pairon me marham laga dun,mere dil ko thokar marne me chot to aayi hogi..
KABHI TO YE DIL JARUR ROTA HAI JAB KOI APNA MIL KAR NAZRO SE DOR HOTA HAI KYON ROTI HAI YE KAMBHKT ANKHE DIL SE JEYADA KUSUR TO KISMAT KA HOTA HAI-
Jhuti Umidon Par Hame Rehne Do Sada Zindgi Asliyat Janegi To Dar Jaygi.Istarha Mt Chodo Kisi Ka Sath Wrna Khusiya Ask Dekhegi To Mar Jayegi
Do dilo ke beech ye duri na hoti, Agar mere dost zamane ki majburi na hoti. Tumse milne ki tamana hai, Par har pal kisi ki tamana puri nahi hoti.
Muhabbat Ki Saza Bay Misaal Di Us NE Udas Rahni Ki Adat Daal Di Us NE Jab Mare Jism Per Wo Apne Zakham Daikh ChukkaTo Jaan Bhooj Kar Kantoo Ki Shal Daal Di Us NE
Aakho ko bandh karoge to hame dekhoge.Aakhe khologe to hame hi paoge.Zindagi me kabhi rona mat varna,Unn aasuo me bhi hame hi bahaoge.
Suhana mosam tha or hawa me nami thi,Ansu ki behti nadi abhi-abi thami thi,Milna to hum bi chahte the par,Unke pas waqt or humare pas sanso ki kami thi !
Takdeer k hum staaye gaye he.Pyaar me har taraf se thukraaye gaye he,Aaj hum gum k musafir he,Magar aise hum the nahi banaye gaye he
Apni Wo Mulakat Kuch Adhuri Se Lagi,Pas-Ho-K-Bhi Thodi Duri Se Lagi,Hotho-Pe-Hasi Ankho Me Mjburi Se-Lagi,Zindgi-Me Pehli Bar Kisi Ki duri se lagi.
KAHA THA US NE K APNA BANA K CHORON GA HUWA BHI YOUN K APNA BANA K CHOR DEIYA