KIs kadar har

KIs kadar har
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
  

Jan, 25 2012     149 chars (1 sms)     981 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kyon hizr ke shikve karta hai, kyon dard ke rone rotahai, ab ishq kiya to sabr bhi kar, is ishq mein yeh sab hota hai!!
Hum to humare liye kuch kar na sake, jin k liye kiya wo samajh na sake, koi khel gaya u apne se, sisak te rahe par mu se aah bhi na nikal sake
Ashk aankho me bhar gaya Koi Dil se hokar gujar gaya Koi,zakhm pehle hi yun kya kam the, jo 1 aur zakhm de gya Koi
Dil tutta hai aankh bhar jati hai, kuch pal ke liye jaise zindgi ruk jati hai, pehle wada karte hai jindgi ban ke rehenge, phir na jane kyon yeh zindgi sath chhod jati hai.
Pyar wafa sab kuch mita diya hota Uska naam tak bhula diya hota Uski tasveer agar dil me N hot iTo khuda kasam humne khud ko Bhi jala diya hota..
Sath uska kya chuta hum majak ban gayee, pata nahi meri takdir mai kya likha tha, jo is khaiyee mai aakar gir gayee. .......
Zindgi Mere Aasuo Me Dhal gayi Sare Zamane Ki Mujse Nazar Badal gyi Waqt ne aisa Sitam Kiya H Yaaro K Har Aarju mere Haatho se fisal gyi
Kanto se daman uljhana aadat he meri,Dil me paraya dard basana aadat he meri,Jinhe is dunia ne thukraya,Un logo ko apnana aadat he meri.
Har gira ghungat haya ka nhi hota Har utha hath dua ka nhi hota Bujh jate he aksr diye hamri hi galti yo se Hr bar kasur hawao ka nhi hota'
Insaan ki khwahish ki koi inteha nahi Insaan ki khwahish ki koi inteha nah do gaz zameen chahiye do gaz kafan ke baad
Rehne de aasma zameen ki talash kar, sb kuch yahin hai na kahin aur talash kar. Har arzu puri ho to jeene ka kya maza, jeene k liye bus 1 kami ki talash kar.
Jis din hum unse dil laga baithe,tanhayi me gam ki mehfil sajaa baithe,Wo to kho gaye is duniya ki bhid me,Aur hum apni hi duniyaa me AAG laga baithe.