Ye ansu bhi

Ye ansu bhi
Ye ansu bhi kambakht ajeeb pareshani hai, khushi aur gam dono ki nishani hai, samajhne walo k liye anmol.. Nasamajho k liye pani hai.
  

Jan, 27 2012     133 chars (1 sms)     1138 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Gulshan ka har khwaab bahaaron mein qaid hai lagta hai dariya bhi kinaro mein qaid haiab uski yaadon se nikla nahi jata koi hai jo dil ki diwaro me kaid hai
CHEEZ BEWAFAI SE BADKAR KYA HOGI, GUME HALAT JUDAI SE BADKAR KYA HOGI, JISE DENI HO SAZA UMARBHAR KE LIYE, SAZA TANHAI SE BADKAR KYA HOGI.
Unhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jaye To Acha Hai Tumhari Chahate Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai
Tamanna dil ki hasrat hai,poori ho jaye to hum khush-kismat hai,na poori ho to gam na karna,adhuri rehna to tamanna ki fitrat hai.
Ek janaja dekh k ladki muskurayi, ek baba bola beti jawan maut pe muskuraya nahi karte.Ladki-baba kya karu, wada kiya tha jab bhi milenge muskura kar milenge.
Tera shaher kitna ajeeb hai Yahan kiska chehra pada karoon Yahan kaun itna qareeb hai Main kis se kahoon mere saath chal Yahan sab kay sar par saleeb hai
Ho sakta hai humne anjane me aapko kabhi rula diya, aapne duniya ke kehnepe hume bhula dia, hum to vaise bhi akele the duniya mein, Aaj aapne ehsaas dila diya.
Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke chaha tha apne chahne wale ko, kya khabar thi yun tanha chod deega woh, acha hua ki mere dukh ki khabar bhi na mil paaye zamaane ko. .......
Zindgi Roz Naye Rang Me Dhalti He,kabi Dusman Kabi Dost Lgti He,kabi Baras Jaye Ghata Bemausam,kabi Bund-Bund ko Tarsti He
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hun
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum unki talaash hain ab har taraf umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa
Aaj phir ansuo k fasane nikle ,Tute jaam k pemane nikle.Tum kabhi dil ki Baat samajh hi na paye,Aur hum tumhe dil ka haal sunane nikle.