Roothe jo zindagi

Roothe jo zindagi
Roothe jo zindagi to manaa lenge hum Mile jo gam to nibha lenge hum Bas tum rehna saath hamaare Pighalte aansuon mein bhi muskura lenge huM
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     945 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mere Khwabo Me Aana Unka Kasur Tha,Unse Dil Lagana Hamara Kasur Tha,Woh Aaye The Zindagi Me Pal Do Pal Ke Liye,Par Unko jindgi samaj lena hamara kasur tha.
Dil Ki Dhadkano Ko Ek Lamha Saber Nhi Sayad K Usko Ab Bhi Meri Qadar Nhi Jab Safar Na Tha Hamsafer Tha Wo Ab Safar He To Wo Hamsafer Nahi
Kya Kya na socha Tha dil ne, kya kya na sapne sajaaye…. jal gaye saare sapne… reh gaye khaak ke saaye…. ab gila bhi kisse karoon main… kasoor To kisika bhi nahi… upar vaale ne hi kuch aise sitam ab mujh pe dhaaye, kuch na keh sake… nikli to bas dil se yehi aawaaz… haaye!
Jiski ULFAT ki shma se hmera dil roshan Meri Chaht k wo B Dip jlati Hogi Gam-e-firaq mera hi muqdr h ya fir Meri judai use B Rultai Hogi
Kaun kisiko dil me jaga deta hai.Ped b suke pate gira deta hai.Wakif hai hum duniya k riwajo se, dil bhar jaye to har koi bhula deta hai
Kafi hai mere dil ki tassali ko yahi baat aap aa na sake aap ka paigam toa aaya
Manzile bi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bi uska tha.. Sath Sath chalne ki soch bi uski thi,Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyo akela hoon,Dil sawal karta hai,Log to uske the, Kya KHUDA bhi uska tha,.
Raat kya dhali, sitare chale gaye Gairon se kiya gila ,to apne chale gaye jeet to sakte the hum ishq ki baazi , par aap jit-te gaye hum har-te chale gaye
Muskurahat ki roshni ka sabab, aansuo ke chiraag hote hain,Jin ke chehre ho chand ki moorat,unke dilo mein bhi daag hote hai.
Din akele raat tanha kaat dee maine, Dosto main saari khushiya bant di maine, jeevan ki bhag daud me mujhko mila hi kya, paane ki ummid me zindagi kaat di maine.
Mohabbat Mein Lakhon Zakham Khaye Humne Afsos Unhe Hum Pr Aitbar Nhi Mt Pucho Kya Gujarti He Dil Pr Jab Wo Kehte He Hume Tumse Pyar nhi
duniya ka atbar kare bhi to kya kere apni ankh ka anshoon bhi apna na hua