Hum umeedon ki

Hum umeedon ki
Hum umeedon ki duniya basaate rahe, woh bhi har kadam par humein azmate rahe, jab mohabbat mein marna pada, hum mar gaye woh bahane banate rahe..
  

Jan, 27 2012     145 chars (1 sms)     1364 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

MATLAB KI HAI YEH DUNIYA PAISE SE BANTHI HAI AUR BIGADTHI HAI PYAAR MOHABATH CHAAHAT SAB-KUCH MILTHA HAI JAB HALATH BIGADTHI HAI THO SAB KUCH LUT JATHA HAI
Jab bhi tum pukaroge,hum daude chale aayenge.,kafan me lipte chita se uth kechale aayenge.,agar jal gaye to koi gum nhi dost,rakh banke hum udte chaleaayenge.
Hum mitti ke ashiyane hi banate gye, bana -bana kar fir unko mitate gye, hume koi bhi apna na bana saka, ek hum the jo har ek ko apnate gye.
Voh meri muskurahat par nisar ho gaye, Hum bhi to unke liye bekrar ho gaye, humne to kar liya pyar unse, voh the kisi or ka pyar ho gaye.
Gum ki prachaiyan yaar ki Rusvaiyan Wah re Mohabbat!Tera hi dard aur teri hi dawaiyan..
Zindagi mein ek haseen galti kar baithe Hum nadani mein pyar kar baithe Dil ko apne khud thokar maar baithe Ek bewafaa se murhum ki umeed kar baithe
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna
Yado ki kimat wo kya jane jo khud hi yado ko mita diya karte hai yado ka matlab to unse puccho jo yaado ke Sahare jiya karte hai…
Chaahne se koi chiz apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehana toh chahte hai bahut kuch, magar kabhi waqt toh kabhi jubaan saath nahi hoti…
JANE KIS BAAT KI SAZA DETE HAI, MERI HASTI HUVI AANKHO KO RULA DETE HAI, MUDDAT HUVI UNHE DEKHA BHI NAHI, KYA IS TARHA BHI KOI APNO KO BHULA DETE HAI..
DOOR UFAQ PAR SHAAM UTAR AAI, UNKI YAAD DIL ME UTAR AAI, YAAD UNKI AAI JAISE KHILE PHOOL KOI, YAAD UNKI AAI JAISE SUBHA MUSKURAAI,
Aaj Phir Dil Hai Kuch Udaas Sa Jaane Kyun Ek Mayusi Si Chahi Hai Aaj Phir Palkon Pe Aansu Hai Bheed Mein Hoon Phir Bhi Tanhai Hai.