Waqt guzarta raha

Waqt guzarta raha
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe the hum par ankho mein namisi thi, sath hamare ye Jahan tha sara,par Na jane kyun kisi ki kami si Thi
  

Jan, 27 2012     156 chars (1 sms)     1406 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

ankho me aakar ruk jate hai ansu palko me aaker tut jate hai ansu .ji karta hai bha du inhe per. unhe hunsta dek ker sukh jate hai ansu.
sunn sako to kahaani hu main rakh sako to nishaani hu mai pa sako to jindgani hu mai rok na payi sari duniya jise wo ek boond aankhon ka paani hu mai
Har zakham ko bhar deta hai wakt,rote huye ko ek pal me hasa leta wakt,umid rakh mere dost ke patzad me bhi kabhi koi ful khila leta hai wakt
Har shbad mein arth hota hai. Har arth mein tark hota hai. Wo kehte hain k hum haste hain , lekin hasne walo ke dil me b toh dard hota hai.....
Kya Mitayenge Hame Mitane Wale Raah Bhatke Yahan Raah Dikhane Wale Auro Ka Ghar Jalane Gaye The Wo Aashiyan Apna Jala Baithe Ghar Jlane Wale
Na Pucho Hamse Koi Baat Ke Zindgi Ek Sawal Ban Ke Rah Gai Hai, Dard Itna Hai Sine Me Ki Khushi Ek Khayal Ban Ke Rah Gayi Hai.
Aaj fir se aakhein nam kyon hai ,Jise paya nahe use khoneka gam kyun hai , Tumse milkar bichde to ehsas hua,ki,Zindagi itne kam kyun hai..
Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas, ki hum byaan bhi na kar paaye, aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse, yehi sochte hue unhe tanha chod aaye
Mein tere khawb dekhu, Bhale hi tu mujhe bhool jaye, Dekhte hi dekhte magar, Aankho me paani bhaar aaye.
Kisiki mohabat se hamne kya paya. raat ki neend aur din ka chain gawaya. kya kare hum is dil ka jise aaj barbaad ho kar bi hosh na aaya..
Tum muhabbat ko khel kehte ho, humne barbaad zindagii kar lii.ham nahi jaante chiraaGho nekyo? andhero se dostii kar li
Dil agar phool na hokar kaanch ka tukda hota Todne wale ko ek zakham to aaya hota