Aj bhi unki

Aj bhi unki
Aj bhi unki najaro me raj wohi tha, Chehra wohi tha chehre ka libas wohi tha,Kaise usko bewafa kah du yaro,Aj bhi unke dekhne ka andaj wohi tha..
  

Jan, 27 2012     145 chars (1 sms)     1003 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

PYAAR KARO TO DHOKA MAT DENA, DUSRO KO AANSU KA TOHFA MAT DENA, DIL SE KOSE KOI TUMHE ZINDAGI BHAR, AISA KISI KO MOKA MAT DENA.
Judai har pal mehsus na hoti, kash wo itni majboor na hoti,waqt bana deta hai insan ko bewaffa warna mohabbat itni mashhor na hoti…
Koi dur ho kitna hi kya gam hai? Magar vo apna hai ye kya kam hai? Chahe na ho bat na ho mulaqat kya gam hai? Yad hume vo karle ye kya kam hai.
Har mulaqat pe nigaheyin meri faryaad karti yahi Ek palat nazar se dekhlein who kabhi Aur who bin dekhe hi andekha kar jaati hainReh jaati hain meri tamannayein dil mein dabi
Har shbad mein arth hota hai. Har arth mein tark hota hai. Wo kehte hain k hum haste hain , lekin hasne walo ke dil me b toh dard hota hai.....
Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki aadat nahi hoti..
MUMKIN HO APSE TO BHULA DIJIYE GA MUJHE PATHAR PE HON LAKEER MITA DIGIYE GA MUJHE HAR ROZ MUJH SE HAI TAZA SIKAYAT APKO MAIN KIYA HON EK BAR BATA DIGIYE GA MUJHE
Ishq k bazaar mein Ruswai bahothai Pyarke naseeb mein Judaai bahothai Istarah baarbaar gallena lagakaro Rah-e-Mohabat mein tanhayi bahothai
Aap ki Baat Maan Li Humne,Apne Hatho Hi Apni Jaan Li Humne,Aaj se Bhool Jaayenge Hum Aapko,Aaj se Ye Bhi Apne Dil Me Thaan Li Humne..............
Tere Pyar Ka Saya Suhana Lage, Ek Pal chura lu Agar Bura na lage Tu chahe bhool jaye ek pal me mujhe par tujhe bhulane me shayad jamana lage
Pyaar me choti-choti baaton pe shikwa naa karna, Gila tab karna jab hum tum se mooh mod lenge, Kyun ki aisa tabhi hoga, Jab hum duniya chood denge.
Houtoun Pe Muskourahhat Ankhoun Me Ashq Lekar, Main Ek Pehelee Huu Har Kisee Ke Liye.