Dil Shab-E-

Dil Shab-E-
Dil Shab-E-Tanhaiyo Me Jala Nahi Hota,Tu Agar Muzse Zindgi Me Mila Nhi Hota,Bewafa Banke Meri Maut Ka Kafan Siya Tune,Tu Agar Khud Mita Deta To Gila Nhi Hota
  

Jan, 25 2012     157 chars (1 sms)     1033 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Naa jaane kyon hume aansoo bahana nahi aatanaa jaane kyon hume haale dil sunana nahi atakyon sabhi bichad jaate hain hamesha humse shayad hume hi saath nibhana nahi aata
Us shakhs ko mera ehsaas to hai, bedard hi sahi woh mera hamraaz to hai, ayega ek din mere paas wapas, jhoothi hi sahi ek aas to hai
Pyaar kya hota hai hum nahi jaante, Zindagi ko hum apni nahi maante, Gham itne mile ki ehsaas nahi hota, Koi hume Pyaar kare viswash nahi hota..
Tum ho gham ko chupaye, mai hu sarr ko jhukaye, tum bhi chupp ho, mai bhi chupp hu, Kaun kiss se samjhaye, Ab duniya itni hai toh milna yaha kal ho na ho…
Pyaar me choti-choti baaton pe shikwa naa karna, Gila tab karna jab hum tum se mooh mod lenge, Kyun ki aisa tabhi hoga, Jab hum duniya chood denge.
Dil me kuch bacha nahi dard ke siwa, aankho me aata nahi koi aansu ke siva, Dost tu matsaath chodna mera, zindagi me kuch bacha nahi teri Dosti ke siwa
Bhigi Barsaat me jalata hu, tuze kya maloom? Main samandar hu bikharata hu, tuze kya maloom? Jabse dekha hai mohabbat ka hasi Tajamahal, Kate haathon ko chhuppata hu, tuze kya maloom
Tanhaiyo ke shahar me ek ghar bana lia, Ruswaiyon ko apna mukkadar bana lia. Dekha hai yaha pathar ko pujte hain log, Bas isliye apne dil ko pathar bana lia.
In udaas muskhurahato ke peeche gam ki kitni raile hai Ab yaar tumhe kya bataye ki tum bin kitne akele hai.
Kudrat ke karishmo me agar rat na hoti, khwabo me bhi unse mulakat na hoti, yeh dil to he har gam ki wajah, ye dil hi na hota to koi bat na hoti…
Tujhe chahanewale kam na honge, waqt ke sath shayad hum na honge, chahe kisi ko kitana bhi pyar dena, magar tere yadoke HAKKDAR sirf HUM honge.
Tanhai ko humdum ki zarurat hai, har zakhm ko marham ki zarurat hai, muddat se bechain hai jee apna, shayad ek naye gham ki zarurat hai