Sharab gamon ko

Sharab gamon ko
Sharab gamon ko dubati agar to jahan ek maikhana hota Ek tumhi to dukhi nahi ho har dil sharab ka pyasa hota
  

Jan, 27 2012     108 chars (1 sms)     1001 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dhalne Lagi Hai Sham Tere Intizar MainYeh Subha Kaise Ho Gi Tere Intizar Main Shabnam Bhi Ro Parri Meri Bebasi Par Aaj Ashkon Se Raah Sajayi Tere Intizar Main.
Taras jaoge ek ada ke liye, behek jaoge ek nazar ke liye,Na karo pyaar mein bewafai kabhi,warna zindagi bhar tadpoge kisi ki wafa ke liye.
Meri Zindgi ki sirf yahi kahani he honto pe harpal hasi,ankho me pani hejo aaya wo tabah kar k chala gaya ab baki 1Mout hi ani h
Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai, Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai, Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki, Har Kisi Ko Apane Pyaar Par Naaz Hota Hai
Aandhi Aati Hai,Toofan Chale Jaate Hain Yaade Rah Jaati Hai,Insaan Chale Jaate Hain!!!
Waqt K is mod pe 1 aisa waqt aya he Zakhm dilka zuban pr aya he N rote the hum kanto ki chuban se Aaj n jane kyu phulo ki khusbo se rona aya he
Unka thikana to dil me tha hamare,par unse do qadam aaya na gaya,Humne ro kar pucha kyu tod diya pyar ka wada!usne has kar kaha, bus nibhaya na gaya.
Dhalti shaam ka khula ehsaas hai, mere dil mein teri jagah kuchh khaas hai, tu nahin hai yahan maloom hai mujhe, par dil keta hai tu yahin mere paas hai.
Woh mile humko kahani bankar Dil mein rahe pyar ki nishani bankar Hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar Woh aksar nikal jaate hai paani bankar
Kuch pal hote hai, Kuch pal k liye, Ji le inhe Hum har pal k Liye, Ye waqt to Ret ki tarah fissal jayega, De jayega Yaadein Umar bhar ke Liye.
har ashq ka matlab gam nahin hota, durion se pyar kam nahin hota, waqt bewaqt ho jatin hai aankhain nam, kyounki yaadon ka koi mausam nahin hota,