Unki nazron se

Unki nazron se
Unki nazron se door jayenge hum, door fizaon me kabhi kho jayenge hum, meri yaadon se lipat ke royenge wo, zameen odh ke jab so jayenge hum.
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     1076 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke chaha tha apne chahne wale ko, kya khabar thi yun tanha chod deega woh, acha hua ki mere dukh ki khabar bhi na mil paaye zamaane ko. .......
Alafaz nahi hai paas mere gum-e-ulfat kaise bayan karoon Aap ne ki hai mujhse beeafayee ye jag zaahir kaise karoon Humne to aap se mohabbat karke khud hai bhula diya Tere baad haalat kaise hai meri ab ye zaahir kaise karoon
Mukadar Se Lad Saku Ye Meri Aukaat Nahi. Me wo Sakhsh hu Khuda Jiske Sath Nahi. Waqt ayega To Kah Dunga Khuda Se Ki. Mera Mukadar Likhna Tere Bus Ki Baat Nahi.
THOKAR KHATE hai aur MUSKURATE hai,is DiL ko SABR karna SiKHATE hai,HUM to DARD Lekar bhi unko YAAD karte hai,aur WO DARD dekar bhi BHOOL jate hai.
Ab k Sal Usy Mera Intzar Nhi Wo Jo Dil Beqrar Tha Ab ki Baar Nhi Us Ne Mjhe Chhod Dia Bs Baat Itni c Thi Wo Mera Pyar Tha Main Uska Pyar Nhi
Kitne Badal Gaye Hai Woh Halat Ki Tarah..Khamosh Baithe Hai Guzre Lamhat Ki Tarah..Hum Kya Un K Husn Ka Sadka Utar De..Hume Pyar Bhi Mila To Khairat Ki Tarah..
Aasma hi Juk Gya Kisi Kami K Vaste Mar Rahe The Hum khushi K Vaste Zindgi Hi Lut Gyi To Kaun Puch Ta Hai Yaha DhundTe Hi Reh gaye Khusi Ke Raste…
Saath Na Sahi Tanhai To Milti Hai,Mulakat Na Sahi Judai To Milti Hai,Kaun Kehta Hai Pyar Me Kuch Nahi Milta,zindgi bhar ki yade or ruswai to milti hai…
Ho sakta hai humne anjane me aapko kabhi rula diya, aapne duniya ke kehnepe hume bhula dia, hum to vaise bhi akele the duniya mein, Aaj aapne ehsaas dila diya.
Nahi chahie MUJHE aisa koi tohfa,Jo meri UMAR badha de,De de MUJHE aisi koi dua,Jo mujhe chain ki NIND sula de.
Us shakhs ko mera ehsaas to hai, bedard hi sahi woh mera hamraaz to hai, ayega ek din mere paas wapas, jhoothi hi sahi ek aas to hai
Zakhm kuch aaise huai phulo per soya n gaya, Jisma jalkar khak aakho se raya n gaya.