Ye Zid Hai

Ye Zid Hai
Ye Zid Hai Humari K Use Cheen Lein SB Se Hum Aur Zamane Se Taqaza Nhi Krte Hum Tanhai Mein Ro Lete Hein Aksar Hum Shehar Ki Galiyon Mein Tamasha Nhi Krte
  

Jan, 27 2012     153 chars (1 sms)     2430 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mohabbat Mukaddar Hai Koi Khwab NahiYe Wo Ada Hai Jisme Sb Kamyab Nahi Jinhe Pnah Mili Unhe Ungliyo Pe Gin Lo Jo Barbad Hue Unka Hisab NahI
Gum hi Gum hai apne muqaddar me, Hume to khushi bhi raas nahi, Iss kambakth dil ne chaha bhi kisse, Jisse apne tak ki aas nahi.
Reh na paoge kabi bhulakar dekhoYakin na aata ho to aazmakar dekho Har jaga mehsoos hogi hamari kami Apni mehfilo ko kitna b saja kar dekho
KANCH ko chahat thi PATHER pane ki Ek pal mein TUT k bikhar jane kichahat bas itni thi us DIWANE ki apne hazar tukdo me uski hazar tasvir sajaneki.
Mere Honton Ke Mehaktay Hue Naghmo Par Na Ja Mere Seenay Main Kaye Aur Bhi Ghum Paltay Hain Mere Chehray Par Dikhaway Ka Tabassum Hai Magar Meri Aankhon Main Udaasi Kay Diye Jalte Hain
Roya hai dil aankh muskurai hai, yun hi humne wafa nibhai hai, jo na ek lamha humen de paye, uski khatir humne saari umar gavai hai
Chaahne se koi chiz apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehana toh chahte hai bahut kuch, magar kabhi waqt toh kabhi jubaan saath nahi hoti…
garmiye hasrat ke nakam se jal jate hai. hum chiragon ki tarah sham se jal jate hai.. shama jalti hai jis aag mein numaish ke liye hum usi aag mein gumnam se jal jate hai.. jab bhi aata hai mera naam tere naam ke sath,,, jane kyon log mere naam se jal jate hai...
Yu dil se dil ko juda na kijiye, jara soch samajh kar ye faisla kijiye.. Agar aap ji sakte hai hamare bin, to hamare marne ki b zaroor dua kijiye...
Nazar, nazar se milane me dar lagta hai, Mere Mehboob ke inkaar se dar lagta hai, wo khele mere dil se kuch is tarah, ki ab to husan -e -aaftaab se bhi dar lagta hia..
Meine jo tumhein mohabat mein dil diya Tukhra kar muji ko tumne bewafa keh diya
Dil gumsum, zuban khamosh Yeh aankhen aaj nam kyon hai. Tune kabhi paaya hi na tha, To aaj khone ka gam kyon hai.