bewafai ke bad

bewafai ke bad
bewafai ke bad bhi hothon par tera nam to ayega,dil toot jane ke bad shayari ke kaam to ayega
  

Jan, 27 2012     93 chars (1 sms)     4641 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Zaroori Nahi Ke Jine Ka Sahara Ho,Jise Chaho Woh Humara Ho,Doob Jaaye Kashti Humari Hume Gam Nahi,Bas Tamanna Hai Ke Doobne Tak Saath Tumhara Ho
Pyar me Ye Kaisa Tohfa De Dia,Muzko Gam Ne Pathhar Bana Dia,Teri Yado me Kat Gyi Ye Umar Hmri,Sirf Kehta Rha Ke Tuzko Kab ka Bhula Dia
Baton Baton Main Bichadne Ka Ishara Karke Woh Bi Roye Bahut Hamse Kinara Karke Dekh Lete Hai Chalo Hausla ApneDil Ka Zindgi Bhar Bina Unke Gujara Karke.
Logon ko kehte sunna aksar 'zinda rahe to phirr milenge'?. Magar iss dil ne mehsoos kiya hai , 'pal pal milte rahe to zinda rahenge'?
Iska Gila Nhi K Bahot Gam Uthaye He,Brbadiya Nasib Me Likhwa K Aye He,Haal Na Puchha Usne Mere Jite Ji,Ab Kabar Pe Ansu Bahan Aye He
Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai
Iss sham ki tanhai se,iss dard ki gahrai se ye dil kuch baat kar raha hai.. Zara samjho in fizaon ki chubhan ko, tumhe koi dil se yaad kar raha hai. "
Agar rakh sako to ek nishani hu me,Aur kho do to sirf ek kahani hu me,Rok paye na jisko ye sari duniya,Wo ek boond ankh ka pani hu me.
Aaten Jaaten Wo Humhe Nishani Degayi, Umarbhar Dohora Saku Aisi Kahani Degayi, Usse Mein Kuch Paa Saku Aisi Kaha Thi Ummeed, Shukar Hai Khuda Ka Wo Meri Aakhon Mein Paani Degayi.
Ae khuda wah teri khudai,Ek taraf pyar to doosri taraf judaai,Kyun tune yeh kambakht dil banaayi,Jo pyaar ke naam par karte hain bewafai!
Nahi mujh ko shikayat ab ksi se bas apne aap se rootha hua hoon bazahir khush hun lekin eik sach bataon main ander se toota bohat hoon hua hoon...
AYE MERA JANAZA UTHANE WAALO, DEKHNA KOI BEWAFA PAAS NA HO,AGAR HO TO USSE KEHNA, AAJ TO KHUSHI KA MAUKA HAI TU UDAAS NA HO.