Badi mehnat se

Badi mehnat se
Badi mehnat se meri duniya lutai hogi, meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi, la tere pairon me marham laga dun,mere dil ko thokar marne me chot to aayi hogi..
  

Jan, 27 2012     159 chars (1 sms)     1149 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mar jayenge mit jayenge naam tumhara kar jayenge,Zamana pukarege tumhe mere naam se,Itna majbur is duniya ko kar jayenge
Ek shama buj gai dusri jalau kaise tujse pyar kiya to bhulau kaise, shama to buj kar B jalayi jati he, par is DILse TERi yad ko mitau kaise.
Zakham dene ka andaz kuch aisa hai,zakham dekar pochte hai ab hal kaisa hai. kisi ek se gila kya karna ,sari duniya ka mijaz ek jaisa hai
Ek ajnabi se hamein itna pyaar kyon hai. Inkar karne par bhi izhar kyon hai.meri kismat mein unse milna to nahin hai lekin her mod per unka intezar kyon hai....
jub main mar jao to lash pe akar meri do ansu baha lena dost naaaa sahi insaniyat ke nate hi ye rasm nibha lena
Unke liye jab humne Bhatakna chhod diya,yaad me unki jab Tadapna chhod diya,wo Roye bahut aakar tab hamare paas,jab hamare Dil ne Dhadkna chhod diya.
suna hai wo jate huwe keh gaye, ke ab to hum sirf tumhare khwabo me hi aayege, koi keh de unse ke wo wada kar le hum zindagi bhar ke liye so jayenge.
Tanhai kisi ka intezar nahi karti, Kismat kabhi bewafai nahi karti, Unse dur hone ka asar hai warna, Parchai kabhi jism par waar nahi karti.
Badi asaani se dil lagaaye jaate hain, Par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain,Le jaati hai mohabbat un raho par jaha diye nahi dil jalaaye jaate hain.
DOST KYA KHOOB WAFAON K SILA DETE HAI HR MOR PR 1ZKHM NYA DETE HAI TUM SE TO KUCH PAL HI MULAQAT RHI LOG TO SADIYON K PYAR KO BHULA DETE HAI.
AAKHEN KHOLU TO CHERA TUMARA HO, BAND KARU TO SAPNE TUMHARA HO, MAR BHI JAU TO KOI GAM NAHI, AGAR KAFAN KE BADLE ACHAL TUMHARA HO.
Nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du