Kusnasib hai wo

Kusnasib hai wo
Kusnasib hai wo badal jo door rakar bhi jaime par baraste hai Aur badnasib ek hum jo kharib bhi milne ko taraste hai……
  

Jan, 27 2012     118 chars (1 sms)     976 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Fir aasuo ke kuch fasane nikle, Maikhane se sharab ke peimane nikle. Jo dil ka haal hamara samajh hi nap aye, Kyu usko hum apna zakhm dikhane nikle.
Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga Yakeen Nahin To Dolee Se Jhankke Dekhna Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar Hoga
bhula nahi pate hum unki yaadko. hamnehi to bida kiya unki barat ko. jahir na hone diya apne jasbat ko, akhir hum bhi to jante hai apne aapko
AAJ TALAK HUM CHAHTE RAHE HAIN AAPKO YE BAAT BHI TO SADA BTAATE RAHE HAIN AAPKO AB AAP HE NA SAMAJH PAAYE TO KYA KAREIN HUM TO HAAL-E-DIL SUNAATE RAHE HAIN AAPKO
Ishq krte the hum,logo ne nafrt karna sikha diya,jis chehre ko dekh kar haste the usne rona sikha diya,ham to marna chahte the,maut k intzar ne jina sikha diya.
Dard abhi chupa hi tha k tum yad A gaye.Dil abhi dhadka hi tha k tum yad A gaye.shayed nahi thi maut hamare nasib me.bas dum nikla hi tha k tum yad A gaye.
Wada karte hain,kasme khate h, phir bhi log sath chor jate hhume taklif hoti hai phool torne me bhi,na jane log dil kaise tod jate hsyed
geele kagaz ki tarah hain zindagi apni, koi jalata bhi nahin koi bahata bhi nahin, is qadar hain akale rahaon mein dil ki, koi bulata bhi nahi koi batlata bhi nahin
Hum umeedon ki duniya basaate rahe, woh bhi har kadam par humein azmate rahe, jab mohabbat mein marna pada, hum mar gaye woh bahane banate rahe..
Kash bhagwan ne yeh dil kaanch ka banaya hota, dil torne wale ke haathon mein kam se kam zakhm to aaya hota..
Teri yaad mai aasuo ka samandar bana liya, Tanhai ke saher mai apna ghar bana liya, Suna hai log pujte hai patther ko, Es liye dil apna patther bana liya.
Har Mod Pe Mila Gum Ka Saya Zindgi Se Samjhota Karne Ki Aadt Ho Gayi,Jante The K Nahi Ho Sakte Tum Hamare,Fir B Khuda Se Tume Mangne K Aadat Ho Gayi.