Youn Tou Koi

Youn Tou Koi
Youn Tou Koi Bhi Tanha Nahi Hota, Chah Ker Kisi Se Juda Nahi Hota, Mohabbat Ko Majborian Hei Le Dobtein Hein, Warna Koi Khushi Se Bewafa Nahi Hota
  

Jan, 25 2012     146 chars (1 sms)     901 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Meri tanhaiya karti hai jinhe yaad sada,unko bhi meri jarurat ho jaruri to nahi,Muskurane se bhi hota h byan Gum-E-Dil,ashk aankho me ho jaruri to nahi.
Tanhaiyaan bhi naa mayassar ki hum jee bhar k role, Manale gham thora sa, k ansuoN ko bhar bhar ke role,
In duriyo ko judai mat keh,In khamoshiyo ko narazgi mat kehna Harhaal may saath denge apka,Zindagi ne saath na diya to Bewafa mat kehna
Itne Bekhabar Ho Chale Hai Vo Zamane Se,Ki Ab Shayad Unhe Kuch Yaad Hi Nahi,Maut Kabka Hame Apne Aagosh Me Le Chali,Aur Ek Vo Hai Ki Manne Ko Tayyar Hi Nahi
Bhoolein N Kabhi Aisi Koi Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Hume Awaz De DoYahan Maut Ka Kise Gam He Pal Bhar Ka Tum Agar Saath De Do
zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the, pal do pal to aap muskura lete, to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
Ye Shishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhage Kise Kya Khabar Kab Kaha Toot Jaye Mohobbat Ke Dariya Me Tinke Wafa Ke Najane Ye Kis Mod Par Doob Jaye!
Manzil b Nahi Thikana b Nahi Vapas Mujhe Uske Pas Jana b Nahi Mene hi Sikhaya Tha Unhe Tir Chalana Ab Mere Siva Unka Koi Nishana b nahi.
tanhai mein rote hain wo, hothon pe tabassum hai to kya hua... zindagi jeete hain wo, har zahar peete hain to kya hua... aaj bhi apni parchhaiyon mein dhoondta hoon use... yaad to taaza hai hum maazi (past) hue to kya hua... :-)
Basate Hain Log Kisi Ko Dil Main Bewafai To Zamane Ki Fitarat Hai. Kisi Ko Mili Kushi, Kisi Ko Gum, Ye To Apni-Apni Kismat Hai
Dil tutta hai aankh bhar jati hai, kuch pal ke liye jaise zindgi ruk jati hai, pehle wada karte hai jindgi ban ke rehenge, phir na jane kyon yeh zindgi sath chhod jati hai.
Khushyun se naraz he meri zindgi.Pyar ki mohtaj hai meri zindgi Hns lete he logo ko dekhane k liye,"wrna dard ki ik kitab hai meri zindgi.