Un Logo Ka

Un Logo Ka
Un Logo Ka Kya Hua Hoga, Jinko Meri Tarha Gum Ne Mara Hoga, Kinare Par Khade Log Kya Jane, Dubne Wale Ne Kin-Kin Ko Pukara Hoga
  

Jan, 25 2012     127 chars (1 sms)     918 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Roz banti he ek nayi gUm ki kahani Roz zakhmo se apni mulakat hoti he Ant hota he jis fasane ka dard bhara Kisi hasi se uski shuruwat hoti he
Mudat Hui tum Rulane Nahi Aye,In Jalti Hui Anko Ko Bujane Nahi Aye,Kehte The Sath Jiyenge Sath Marnge Hum Rute The 1Roz Aaj Tak tum Manane Nahi Aye
Mehfil Me Kuch To Sunana Padta Hai,gum Chupakar Muskurana Padta Hai, Kabhi Unke Hum Bhi Dost The, Aajkal Unhe Yaa Dilana Padta Hai..
Jindagi Aisi Jiyo K Dushman Ko Bhi Afsos Ho..Maut Ho Aisi K Dunya Der Tak Matam Kare....
Humne Mohabat me wafa Karte-Karte, Teri khatir zamane ko bhula diya, Khuda kare har khushi pao tum Jiski khatir tumne hume thukra diya.
UDAASI KA PATHAR AANSUO SE NAM NAHI HOTA, HAZARO JUGNUO SE BHI ANDHERA KAM NAHI HOTA.
Raste Mile Bhi To Uss Vakt Jab Hum Manjil Kho Bethe The, Aap Mile Bhi To Uss Vakt Jab Hum Kisike Ho Bethe The...
Ishq walo se pucho unki raat ka aalam,ki unke dil ki halat kya hoti hai,samne se to vo kush dikte hai magar,unke dil ke har kone me kayamat chupi hoti hai.,
jate jate tum koi achi nishani degaye, umar bhar daura saku aisi kahani de gaye, kher hum to reh gaye pyase, par hamari palko ko tum paani de gaye
chodh diya akele humme kisi aur ke baahon mai simatne ke liye phir bhi pyaas agar bhoojti nahi mere aansoon ke tailab mai zara doob ke dekhiye
Nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du
Naksh Kuch Mitte Rahe Kuch Sooratein Banti Raheen, Ranj Ki Beshi Kabhie Se Raahatein Banti Raheen, Mera Sarmaayaa Umeedon Ke Sivaa Kuch Bhi Na Thaa, Kuch To Yaadein Ban Gayeen Kuch Hasratein Banti Raheen