Dard se haath

Dard se haath
Dard se haath n milate to kya karte Gum k aansu n bahate to kya karte Usne mangi thi hmse roshni ki dua Hm khudko n jalate to kya karte.
  

Jan, 25 2012     136 chars (1 sms)     1029 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dahakta he dil jab dekta hu kabi Lahu k sailab pe lhrati noto ki kastiya Hr murde me dikhta he apna aks muje Hr 1 ka jism ho chuka ghayal yaha.
MERI OR UNKI BUS ITNI SI KAHANI HAI ,TOOTI HUI KASHTI RUKA HUA SA PANI HAI,EK GULAB JO UNKI KITAB MEIN DUM TODH CHUKA HAI,OR UNKO YAAD HI NAHI KI YEH KISI KI NISHAANI HAI..
Dil ki hasrat zubaan par aane lagi,Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi, Ye deewangi thi ya meri nazar ka dhokha,Har cheez mein surat teri nazar aane lagi.
Jane kyu akele rehne ko majbur ho gaye,yado ke saye bi humse dur ho gaye,ho gaye tanha is kadar mehfil me ki, hamare apne bi humse dur ho gaye…
Aaj phir doston ne mujhse pochaK tera hasta hua chehra UDAS kyun hai?Barsti aankhonn mein piyas kyun hai?Jinki nazro mein tu kuch nahiWo tere liye KHAS kyun hai
yeh zarori nahin par asa howa karta hay jis ko chaho wahi dhoka diya karta hay qasmain khata hay woh ehad nibhanay ki or har moor pay rastay badal liya karta hay
Kashti mohbt ki tufanome fas gai,Bahar-e manzl rasto Me kho gai,Zndgi ne raho me 7 aisa choda,Abto maut b humse naraz si hogai
Saath rehte rehte yuhi waqt guzar jayga. Door hone k bad kon kise yad aega.jelo ye pal jab hum sath hai kal ka kya pata waqt kahan le jayega
Mohabt ko jab log khuda mante he,pyr karne walo ko kyun bura mante h, jab zmana hi he pathar dil Fir,patharo se kyu log dua mangte He.
Humne jana k pyar pal 2 pal ka hota hai phir insaan dil se rota hai,zindgi me kbhi pyar mat krna kyu ki pyar me insan pane se zyda khota hi
Idhar raat dhalti...Din udhar nikalta hai,Koi yaha rukta...koi waha chalta hai,Deep aur Patange me fark sirf itna..Koi jal k bujhta...Koi bujh k jalta hai..
aaj mere dard ki inteha hone de,mat rok mujhe jee bhar rone de,nahi manjur zindagi tere pyaar ke bagair,aaj mujhe mout ki bahon me sone de