Puch Lo Khuda

Puch Lo Khuda
Puch Lo Khuda Se Apke Liye Hi Dua Mangi Puch Lo Hwa Se Apke Liye Hi Fiza Mangi Aapne Ki Jitni bi Galtiyan Humne Dua Main Apne Liye Sza Mangi
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     1312 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Lafz ki shakal me ehsas likha jata he,Yani garmi ko pyas likha jata he,Mere jazbat se wakif he kalam b mera,Me wafa likhu to tera nam likha
Usko mera halka sa ehsaas to he Bedard sahi wo meri humraz to he Wo aaye na aaye mere paas lekin Shiddat se mujhe uska intezar to he.
Ye Din Yu hi Guzar Jaenge. Shayad Hum Dost yuhi Bichad jaenge. Naraz Na hona Aap Humari Shararato Se.Yahi to wo Pal he,jo baad me yaad karke ansoo ayenge..
Aj b unki nazronme raaz wohi tha,chehra b wohi tha,chehre ka libas b wohi tha,kse usko bewafa kehdu yaro,aj b unke dekhneka andaz wohi tha!
Dil k Itna karib aa gaye tum Lagta hai Yun dil me sama gaye tum Ab to dard mein bhi muskurate hai hum Jane kaun sa khwab dikha gaye tum
har shakhs mere gam se hai bakhabar itnaa bheje the baaghbaan ne harbar kaante hi mujhe mujh ko to dushmanon ki zaroorat nahi rahi yaroon mere naseeb hi dushman sa mila mujhe
Kabhi kisi se jikar e judai mat karna.Is DIL se kabhi ruswai mat karna.jab dil uth jaye humse to bata dena.Na bata kar bewafai mat karna.
suna hai wo jate huwe keh gaye, ke ab to hum sirf tumhare khwabo me hi aayege, koi keh de unse ke wo wada kar le hum zindagi bhar ke liye so jayenge.
mere dil ke zakhm ab aah nahi bharte, kyoN ki who ab is dil mein raha nahi karte, hum ne ansuooN se unko vidayee dee hai in ankho mein ab ashq raha nahi karte...
Hum fir bewafa se rishta bana baithe.Fir uski sadgi se dhokha kha baithe.Patthoro se hai talukat apne.Fir bhi sheeshe ka ghar bana Baithe....
Basate Hain Log Kisi Ko Dil Main Bewafai To Zamane Ki Fitarat Hai. Kisi Ko Mili Kushi, Kisi Ko Gum, Ye To Apni-Apni Kismat Hai
Woh hume door se dekh kar dupatta taan lete hai . Khush hum is baat se hai k woh humein door se hi pehchaan lete hai .