Kal fursat na

Kal fursat na
Kal fursat na mili to kya karoge,itni mohlat na mili to kya karoge,roz keh dete hokal sunege kal Sunege,kal agar meri hi ankhe na khuli to kya karoge
  

Jan, 25 2012     149 chars (1 sms)     1028 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Rok Lo In Door Jaate Kadmo Ko CHaHat Ki ItNi Badi Saza Na Do Paas Aane Ki KHwaisH Ki Thi Humn E Judai Ka HumE Yu Dard Na Do…
Ishq sabhi ko jeena sikha detha hai, wafa ke naam par marna sikha deta hai,Ishq nahi kiya tho kar ke dekho,Zalim har dard ko sehna sikha deta hai.....--
Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai, Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai, Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki, Har Kisi Ko Apane Pyaar Par Naaz Hota Hai
Ek Bewafa Ne Zakhm Diya Bade Shauk Se..Phir Ghar Bolaya Bina Kisi Rok Tok K..Us Bewafa Ne U Kiya Mere Zakhmo Ka Ielaj..Marham Bhi Lagya To Kanto Ki Nok Se..
Humari apni hi chahat humare dil ka zakham bun gai ! Jis sharaab se rahte they dur wahi sharaab ab marham ban gai !!
Dil jalaane ke mausam mein, Khub jale hain hum, Jo hota koi sahara, To hum kisike sahaare kaise hote.
mujhe likhne pr majbuur mt kr aankh bhr ayegi..kisi modd pe tanha na chod saans ruk jayegi..kya khata hai meri tu hi baata ??samjhi nahi jindagi ab tk mujhe shayad maut hi samjh payegi.
Hmne Unse Pucha Tha Bewfai Kya Cheez Hai? Unhone Kaha Yahi Ruko Hm Abhi Aaye Aur Aaj Tak Nahi Aaye!
Dil Or Ankh Dil Ne Kaha Ankh Se Dekha Karo Kam Dekhti Ho Tum Tarapte Hain Hum Ankh Ne Kaha Dil Se Socha Karo Kam Sochtay Ho Tum Barastay Hain Hum
Woh Kya Karenge Kadar Sharike Hayat Ki.Jinki Nazar Me Pyar Ki Kimat Zahej Hai…
Hum Bewafa Har Giz Na Thay Par Hum Wafa Kar Na Sakay Humain Mili Us Ki Saza Jo Khata Hum Kar Na Sakay
Utha na sako tum gire phool to is tarah daliyan hilaya na karojinke hotho par tum hansi rakh na sakounki aankho me aansu laya na karo.