Mohabbat Mukaddar

Mohabbat Mukaddar
Mohabbat Mukaddar Hai Koi Khwab NahiYe Wo Ada Hai Jisme Sb Kamyab Nahi Jinhe Pnah Mili Unhe Ungliyo Pe Gin Lo Jo Barbad Hue Unka Hisab NahI
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     1045 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Hass k nikal Jate he woh,Yaad me jinki hum raat Din rote he
Meri Kismat Main Jitne Bhi Gum Thai, Sub Mere Samanee Aa Chuke Hain, Ek Tera Hi Gum Raha Gaya Hai, Ab Tu Bhi Damaan Chooda Ley
a dekh kabhi un ki shaboon mein a ke..... k Kitna rote hai ye dosroon ko hansane wale
Itna Na Tadpao Ke Sochte Reh Jaye Itna B Na Satao K Rote Reh Jaye Zindgi Se Badh K Chaha Hai Tumko U DiL Na Dukhao K Sanse Rukte-2 Ruk Jaaye
Dosto hum bewafa na the, par hume kisine bana diya. Ab to nafrat ho gayi hai MOHABBAT k naam se.
Kisi ke yaad me gira ek aasu yahi to dosti ki nisani hai ... Samjo to ye ek moti hai na samjo to sirf pani hai
sunn sako to kahaani hu main rakh sako to nishaani hu mai pa sako to jindgani hu mai rok na payi sari duniya jise wo ek boond aankhon ka paani hu mai
Ye gazlo ki Duniya Bi Ajib hai,Yaha Aansu ka bhi jam banaya jata Hai, Keh bhi Dete Agar Dard-e-dastan,phir bhi Wah Wah Sunaya Jata hai..
Mombatti ke andar dhaga bola,main jalta hoo tu kyo pighalti hai,Mombatti boli,jisko dil me jagah de, uske bichhadne per aasoo to niklenge he
Na Pyar Karo Kisi Se Dil Kho Doge Unki 1Galti Pe Tum Ro Doge Sukh Chian Udana HoTo Dil Laga Lena Is Gham Se Ubhar SakoTo Hame B Sikha Dena.
JAKHM JAB MERE SINE ME BHAR JAYENGE, ANSU BHI MOTI BANKAR BIKHAR JAYENGE, YE MAT PUCHNA KIS KIS NE DHOKA DIYA, VARNA KUCH APNO KE BHI CHEHERE UTAR JAYENGE...