Hum toh wo

Hum toh wo
Hum toh wo insaan hai jo khoon ke Aansu Rote hai,Lag na jaye humare Ansuo ko kisi ki najar isLiye bhari barsat me rote hai..
  

Jan, 25 2012     124 chars (1 sms)     1099 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ghalib sun! yeh duniya hai... duniya!, duniya meiN ghum chhupanA padta hai, dil main chahe lakh ghum ho, mehfil meiN muskarAna hi padta hai.
Hum jise dekhne ke liye jiye ja rahe hai.wo parde pe parde kiye ja rahe hai.tajjub ki baat to yeh hai yaro hum abhi mare nahi aur wo kafn pe kafn siye jarahe h
Maine apno ko dur hote hue dekha he,jo mila nai use khote hue dkha he,log kehte he phul sada haste he,maine phulon ko bhi akele me rote dekha hai.
Saans jab tak hai mere Jism me.. Tumhara Intjaar kar lunga.. Tum khush raho is duniya me.. Mein to gam se bhi PYAAR kar lunga..
Dard ka ye jo dil main hain tufaan Na iski kohi manzil na hain kohi mukaam Agar hain main hain khuch to Wo bhee ek tera hee naam
Kisi ko meri yad aye ek arsa hua,koi hai bekhabar to koi tarsa hua,khamosh hai ye dil ye aankhe meri,jaise khamosh ho koi badal barsa hua
Badal Gye He Aaj Khud Mausam Ki Tarha..Kal Tak Jo Kehte The Mausam Badalne Wala He
Har zakham ko bhar deta hai wakt,rote huye ko ek pal me hasa leta wakt,umid rakh mere dost ke patzad me bhi kabhi koi ful khila leta hai wakt
Chahe wafaa me thokre khate raho, Fir b Rasm-e-Wafaa nibhate rho, Yahi to Ishq ka dastoor he, Ki Zakhm khao fir b muskrate raho
Apno Ne Zahar Ka Jaam De Diya Gairon Ne Bewafa Naam De Diya Wo Jo Kehte Ki Bhul Na Jana Hume Aaj Unhone Hi Bhari Mehfil Me Anjaan Keh Diya.
Wo humari Bebsi k Mzak bnate gye1 Hum hi the jo phir b Muskrate gye Sar-e-Bazar bik rha tha PYAR hmara Or 1wo the jo humari Kimat grate gye
ye arzoo hay wafa ban k taray sath rahoon dharktay dil ki sada ban k taray sath rahoon meray laboon se jisay mout bhi na cheen sakay wo zindagi ki dua ban k taray sath rahoon...............