MOHABAT KA AJIB

MOHABAT KA AJIB
MOHABAT KA AJIB KAROBAR HUMNE KIYA,WO BEWAFA SAHI MAGAR PYAR HUMNE KIYA,WO CHOD GAYE TO MAT KAHO BURA UNKO,KASUR UNKA NAHI AITBAR HUMNE KIYA......
  

Jan, 25 2012     146 chars (1 sms)     988 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi, zubaan sab samajhte hain jazbaat ki, Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin, musaafir ne jaane kahaan raat ki...
Kash dil ki chaht kabi na adhuri ho,Jise b chaho us se kabi na duri ho,Mile zindgi ki hr khushi ap ko,Rab kre meri yeh dua zaror puri ho.
Wafa nhi milti yaha wafa krke, humne dekha h tazurba krke, zndgi to kbhi nahi aai, maut bhi ayi to zara zara karke.
Rona pdta hai ekdin muskrane k baad,yaad ate he vo dur jane k baad,dil to dukhta hi hai uske lye jo apna na ho ske mohabbt jtane k baad
hamdardiya fuzul hai dil tutne ke bad. Khairat dijiye na hume lutne ke bad.karde maf ma meri janat ka hai sawal,janat na mil sakegi tere ruthne ke bad
Hmare Muskurane Ki Wajha Tum Ho Hmari Zindgi Ka Mtlab Tum Ho Agar Chora Sath Zindagi Main HmaraTo Samjh Lena K Hmari Maut Ki Waja Bi Tum Ho.
Ishq wale ankho ki bat samajh lete hai. sapno me mil jaye to mulakat samajh lete hai. rota to asmaan b hai pyar ke liye par log use barsaat samaj lete he "
Bagair kisi ko jane ikrar na kijiye muskra kar dil ko bekrar na kijiye kabhi kabi gulab,de jata hai zakham har gulab par u aitbar na kijiye
Har taraf gairahi hai,Kinaara nazar nahi aata.Vaada toh kar lete hai bahot mohabbat kar lene ke baad,Par jab musibat pade, toh koi saath nibhaane nahi aata
Kuch na kisise Bolenge, Bus tanhai me Chup-chup rolenge,Apni To Musafir jaisi hai Zindagi,Sath Kisi k B Holenge,Ye Jivan hai Ek ZEHAR BHARA PYALA ,Kab tak isme 'AMRIT' gholenge, Ab Neend to Aankho me Aati nahi,Chalo Jab Mout Aayegi Tab jee Bhar ke Solenge
Apni Khwaiso k Lie Wo Mera Istmal Kare,Hm Khus hokr Unka Khyal Kre,Zarurt Puri Hojae To wo Hme Chhor Kar Kehete,Hum Kyu Tumse pyr Kre?
Baat Chal Padi Wafa Ki Hon Rahi Thi Khamian Jisko Humne Apna Samjha Woh Jala Gaya Aashian