Aaj kuch kami

Aaj kuch kami
Aaj kuch kami hai tere bagair, na rang hai na roshni hai tere bagair, waqt apni raftar se chal raha hai bus dhadkan thami hai tere bagair.
  

Jan, 27 2012     138 chars (1 sms)     3156 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wohi Ranjishen, Wohi Haasraten, Na Hi Dard e Dil Main Kami Hui Ajab si Hai Mri Zndagi Na Guzr Saki Na Khatam Hui
Ye Aankhe Num Kyo-Hai... Ye-Dil Gumsum Kyo-Hai... Jise-Kabhi Paya He Nahi Use Khone Ka Gum Kyo-Hai…
Bhari Mehfil Mein Tanha Mujhe Rehna Sikha Diya, Tere Pyaar Ne Duniya Ko Jhoota Kehna Sikha Diya, Kisi Dard Ya Khushi Ka Ehsaas Nahin Hota Ab To, Sab Kuch Zindagi Mein Chup-Chap Sehna Sikha Diya.
Kya Mitayenge Hame Mitane Wale Raah Bhatke Yahan Raah Dikhane Wale Auro Ka Ghar Jalane Gaye The Wo Aashiyan Apna Jala Baithe Ghar Jlane Wale
Saans jab tak hai mere Jism me.. Tumhara Intjaar kar lunga.. Tum khush raho is duniya me.. Mein to gam se bhi PYAAR kar lunga..
BAHAAR AA BHI JAYE TO KYA HO JAYEGA HAM AKELE HONGE AUR DIL BHI AKELA HOGA, KASH KI TUM AATE BAHAAR KE SATH TUM SE KAHTE VO SARE DUKH JO TUMHAARE BIN GUJARE HAIN.
Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.
Aaj achanak hava ne rukh aisa badla,suraj k hote bhi pani barsa,kyu ho gaye woh hamse itne dur? Ki meri aankho k sath sath badal bhi barsa..
Jo Teri Nazar Se Guzar Jaya Krte Hai Wo Sitare Aksar Toot Jaya Krte Hai Kuch Log Dard Ko Bayaan Nhi Krte Bas Chup Chap Bikher Jaya Krte Hain
Tum ho gham ko chupaye, mai hu sarr ko jhukaye, tum bhi chupp ho, mai bhi chupp hu, Kaun kiss se samjhaye, Ab duniya itni hai toh milna yaha kal ho na ho…
Mera Jaam Hai Khali, To Koi Baat-Nahi... Ye-Aitbar To Hai Ki, Pura Maikhana Apna Hai...
Kaash woh nagmehame sunaaye na hote, Aaaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, Agar is tarah bhool jana hi tha, To itni gahrai se dil me samay ne hote