Har kadam pe

Har kadam pe
Har kadam pe uski hi yad aati hai,Ab to roye bina hi aankh bhar aati hai,Uske bina kya halat ho gai,abto har ek pal me maut nazar aati hai.
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     1028 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Main to chirag hu tere aashiyane ka, kabhi na kabhi to bujh jaunga, aaj shikayat hai tujhe mere ujaale se, kal andhere me bahot yaad aaunga..
Kuch pal ke lamhe ab k saal me hai, ham unke or wo mere khayal me hai, tanha the pehle ham beparwah thi zindagi, ab fikar lagi rahati haiwo kis haal me hai.
Dil na umid to nahi, nakam hi to hai, Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.
Husn wale KHOOB wafao kasila dete hai,Har ekmod parek zakhamnaya dete hai,Is jahanme koi bhi apna nahi hai;Jab ped jalta haito patte bhi hawa dete hai
Meri Pehchan Bas Nam Hi SahiYad Na Aye Tume Itne Badnam To Nahi Hume Bhul Jana Majburi Hi Sahi Magar Sachmuch Bhul Jao Ye Zaruri To Nahi
Ek janaja dekh k ladki muskurayi, ek baba bola beti jawan maut pe muskuraya nahi karte.Ladki-baba kya karu, wada kiya tha jab bhi milenge muskura kar milenge.
Khali shishe bhi nishaan rakhte hain... Tute hue dil bhi armaan rakhte hai... Joh khaamoshi se guzar jaye, woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain
Rishte kaanch ke bane hote hai tutne par chubhte hai,hatheli par sambhal kar rakhnakyoki inhe"Todne"me "Pal"aur"Jodne" me"Barso"lag jate
1 AJEEB SA MANZAR NAZAR AATA HAIAHAR 1 KATRA SAMUNDAR NAZAR AATA HAIAKAHA BANAU ME GHAR SHEESHE KAAHAR 1 K HAATH ME PATHAR NAZAR AATA HAI
Zindagi mohtaj nahi raaston ki.. waqt har manzil dikha deta hai... koi marta nahi kisi se juda hokar... waqt sabko jeena sikha deta hai.
Aksar maut hame rulati hai, Aur zindagi hame hasati hai. Par jo zindagi hame rulati hai, Who hame maut se bhi badhtar nazar aati hai.
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum unki talaash hain ab har taraf umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa