Shukra Hai Khuda Ka Aapne Hame Dost To Mana,Vada Kiya Dosti Ka To Padega Nibhana,Ek Bas Aapki Dosti Hamko Nasib Ho,Uske Baad Chahe Hamko Mile Na Zamana
Aap jaisa Dost Har 1 ka Khwab Hota hai, Jinka 1 Alag Andaz Hota hai, Aasma me Taron ka koi Hisab Nahi, Par Aapke Jaisa Dost Taron me bhi Aftab Hota hai.
AGR HUM YAD NAHIN KRTE TO BHULATE BHI NAHIN AGAR HUM HANSAATE NAHIN TO KABHI RULATE BHI NAHIN HUM ROZ NAYE DOST CHAHE BANATE NA HONPAR JO BANATE HAIN UNHEN GAWATE NAHIN
zindagi main sada muskurate raho fasile kam karo dil milate raho.dard kaisa bhi ho koi gham na karo.rat kali sahi ankh nam na karo.ik sitara bno jagmagate raho.