Daulat Aur Sohrat sabke Pas Hai, Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai, Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai, Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki Tum Jaisa Dost Hamare Pas hai.
Zindagi ki rahon me bahut se yaar milenge, hum kya humse achhe hazaar milenge;In achhon ki bheed me hame na bhula dena, hum kahan apko bar bar milenge.
Dur ho ya pas ho hamare liye to aap hi khas ho, kahete hai dosti sabse bada rista hai, to sun le mere dost hamare liye to dosti ki paribhasha hi AAP ho.
Woh Dil Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare, Tujhe Bhul Kar Jiyun Khuda Naa Kare Rahegi Teri Dosti Meri Zindagi Bankar, Yeh Baat Aur Hai Ki Zindagi Wafa Naa Kare