khubiya itni to

khubiya itni to
khubiya itni to nhi hum meki tumhe kabi yaad aayenge par itna to etbar hai hume khud par aap hume kabhi bhul nhi payenge chahkar bhi juda na rh sakoge ruth kr bi khafa na rh sakoge hm dosti hi kuch is trah krnge kiap hmare bina 1pal na ji sakoge
  

Jan, 23 2012     245 chars (2 sms)     4413 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Rangeen ho tom rangon se bhi zeada,Smaart ho tom sab dosto mne zeada,Agar Ayse tom sochty ho to,STUPID ho tom had se zayeda
SOCHA NAA THA HUM DUR HO JAYENGE, DOSTI MEIN ITNA MAJBOOR HO JAYENGE, AAYEGI JO AAPKI YAAD KABHI, AAPSE HI NAA KEH PAYENGE.
Ful bankar hum mahekna jante hai,Muskarake gum bhulana hum jante hai,Log khus hote hai humse kyonki,Bina mile hi hum riste Nibhana jante hai..
JAB waqt ne ZiNdAGi se Hisab manga to, SocHa ke Kya KhoYa KYa PaYa? KhoNe ka to HisAb Nahi MILA,Yad RaHa to Bas ItNa ke, DoSt"AAP"JaisA PaYa...
Pyar itna karo ki koi had na ho,Bharosa itna karo k koi shaq na ho,Intezaar itna karo k koi waqt na ho,or dosti aisi karo k nafrat na ho.
sochte hai kya khoya kya paya? khone ka to hisab nahi, yaad raha to bas itna ki DOST tumhare jaisa paya
" Hoto pe aate ho Baat bankar, Dil mein aate ho Yaad bankar, Ankhon me aate ho Sapna bankar, Ho sake to hamesha meri Jindagi mein rehna Saccha Dost bankar. "
Hamari Aapki dosti bilkul fix hai, Love, emotion, sadness sab kuch mix hai, Hum toh aapko nahi bhulange kabhi, Aap bhul na jaye bus thoda yeh risk hai...
Jo rehte dil me wo juda nahi hote,kuch ahsaas lafzo se baya nahi hote,1 hasrat hai kapko sataye Qki 1 aap hi ho jo kabhi khafa nahi hote
Bagh mein vo madhuvan nahi Chand me vo chandni nahin Ji karta hai har ek se dosti karlun par har dost tumhare jaise nahin
Mohbat ki Talash me Pyar Na Mila,Dubti Hui Nav Ko Kinara Na Mila,Kuch Log Thode Achhe Zarur Lage,Mgar Tum Se Achha Koi Yaar Na Mila.
Teri Muskurahat meri Pehchan hai, teri Khushi meri Jaan hai. Kuchh bhi nahi meri Zindagi bas itna samajhle, ki teri Dosti hi meri Shaan hai