Apki dosti Ki

Apki dosti Ki
Apki dosti Ki ek nazar chahiye, dil hai beghar use ek ghar chahiye, bas yuhi sath chalte raho e dost, yeh dosti hamein umar bhar chahiye..
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     1042 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Jine ki khwaish me har roz marte he,wo aayen na aayen ham intzar karte he,jutha hi sahi mere yar ka vada,ham sach mankar aitbar karte he.
sochte hai kya khoya kya paya? khone ka to hisab nahi, yaad raha to bas itna ki DOST tumhare jaisa paya
fikr-e-nimaaz rakho balance ki tarah..Azzan sun ke utho ringtones ki tarah..Piyara Quran parho sms ki tarah..buss duniya me bzy mat ho jana network ki tarah..
Dard gairon ko sunane ki jarurat kaya hai, apne saat auron ko rulane ki jarurat kaya hai? waqt yunhi kam hai DOSTI ke liye, ruth kar waqt gawane ki jarurat kya hai??
guzre hue kal ki yaad aati hai, kuch lamho se aankhen bhar aati hai, woh subah rangeen shaam nirali ho jaati hai, jab aap jaise doston ki yaad aati hai.....
Na aana usse leke mere janaze mein, Meri Mohabbat ki tauhin hogi, Main 4 logon ke kandhe pe hounga, Aur meri jaan paidal hogi.
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
Kinaro ki kabhi had nhi hoti Tarano ki kabhi ginti nhi hoti Bachke rehna humse Kyuki hamare dil me kaid dosto ki kabhi zamanat nhi hoti
Karni khuda se kuch fariyaad baki hai.hume us se kehni kuch baat baki hai. Maut ayegi to keh denge ruk.abhi sabse acche dost se mulakat baki hai.
Jindgi har pal khas nhi hoti phulo ki khusbu hamesa pas nhi hoti milna meri taqdir me likha tha varna itni pyari dosti kabhi itefaq nhi hoti
saalon baad na jaane kya sama hoga, hum me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hoga to milenge yaadon me, jaise sukhe gulab milte hai purane kitaabo me
Waqat badalta hai zindagi ke sath zindagi badalti hai mohabbat ke sath Muhabbat nahi badalta apno ke sath Bus apne badal jate hain waqat ke sath….