Kar ja kuch

Kar ja kuch
Kar ja kuch aisa yaari me, ki thanx aur sorry words bemani lage,nibha aisi yaari ki,yaar ko tumhe chodna mushkil aur duniya chhodna aasan lage.
  

Jan, 24 2012     143 chars (1 sms)     873 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Yakin pe yakin dilate hain dost Raah chalte ko bewakuf banate hai dost Sharbat bol kar daru pilate hai dost Par kuch bhi kaho saale bahut yaad ate hai dost.
Dard jitna saha jaye utna hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna, Milte hain hamare jaise dost bahut kam, Isline humse 'Kabhi Alvida Na Kehna'
Na chupana koi bat Dil me ho agar, rakna thoda bharosa ap humpar, hum nibhaege dosti ka rishta is kadar, ki bhulane par bi na bhula paoge hume zindgi bhar.
Na khairiyat koi na paigham aaya hai, jo chaha nahi wahi anjam aaya hai, kya dost nai bhula di dosti meri? na dua na koi salaam aaya hai
Dosti Or Mehndi Me Khas Farak Nahi Hota, Dono Ek Kaam Kar Jati Hai, Zindgi Main Khushiyo Ke Rang Deti Hai Or Khud FANNAH Ho Jaati Hai.
EK SHABD ME KYA TARIF KARU AAPKI,AAP SHABDDO ME KAHA SAMA PAOGE,BAS INTA JAANLO K JAB B BAAT CHALEGI DOSTI KI,MERI ANKHO ME AAP HI NAZAR AAOG
Teri Khushi se na sahi gam se bhi rishta hai mera, yeh jo tere zindagi hai who ek hissa hai mera, e dost tujhse lafzon ka nahi, ruh ka rishta hai mera.
Tum na mile koi gum nahi, bus baat karo ye milne se kam nahi.. dosti mein dhoka de jaye wo hum nahi. aur apun ki dosti " rang de basanti" se kum nahi…
KAbhi tO tEri pALkO pE jhiLmiL AAu Me TU iNtzAr kArE Aur nA Aau mE dOst sAmuNdAr mE pAhuCh K fArEb mAt kArnA kAhO tO kinArE pE hi dOOb jau mE
Sapno me aane wale tera Sukriya Dil ko behlane wale tera Sukriya Kaun karta hai is jamane me Dosti itni Hume Dost kehne wale tera sukriya..
Wo pal b kya pal raha hoga,Jab khuda aap jaisa DOST bana raha hoga,Pareshan hoga khuda b us waqt,Kyunki har koi aapko paane ke liye khuda ko mana raha hoga!
Wadon pe wo aitbaar nahi karte,hum zikr-e-dosti sare bazar nahi karte,darta hai dil unki ruswai se.Aur wo sochte h hum unko yaad nahi karte