Sab se achha

Sab se achha
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
  

Jan, 24 2012     131 chars (1 sms)     971 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Jo Nazro se door magar Dil k paas ho,Apne liye khass ho,Sukh-dukh me jiska sath ho,Dil jiska saf ho,Jese k hamare liye AAP ho.
Apni dosti phulon ki tarah na ho, Ek baar khile aur murjha jaye! Dosti ho to kanto ki tarah ho! Jo ek bar chube to baar baar YAAD aaye!
Dosti me jeena, Dosti me marna. Himmath na ho, to dosti na karna. Zindagi nahi hamari dostoon se pyari. Doston ke liye hai zindagi hamari...
Waqt mile to hamein Yaad kar lena,.Pal pal na sahi, din me ek bar Yaad kar lena,. Dost honge aap k hazar,. Par hamare Liye aap ek hai,. Itna Yaad rakh lena..
Vishvas ki ek dori hai dosti, betab dil ki mazboori hai dosti, na mano to kuch nahi aur mano toh bhagwan ki bhi kamzori hai dosti.
Dost ko dost ka ishara yad reheta he hr dost ko apna dostana yad reheta he kuch pal sachhe dost k sath to gujaro wo afsana maut tak yaad reheta he
Aaj Hasi Dekar kal Rula na Dena, Itna Miss Karke Kal Bhula Na Dena, Apane is Pyare Rishte Ko Yaad Rakhna, Kahi Inhe Yado ki tarah Bhula Na Dena !!!
Hum phoolo ki tarah hasna jante hai,Hum hans kar gum chupana jante hai,Log milkar dosti nibhate hai to kya hua,Hum bina mile dosti nibhana jaante hai.
Nazar tumhari, Nazar hamari, Nazar ne dil ki nazar utari, Nazar ne dekha nazar ko aise, ki nazar dosti ko lage na hamari.
Khuda Ne dost Ko dost Se milaya dost k liya dosti Ka rista banaya Par kehte he dosti rahegi usi ki kayam jisne dosti Ko dil Se nibhaya.
Jante hain hum zindagi mei gam khushi se kam nahi Tum agar meri saath ho DOST to ye zindagi bhi kuch kam nahi
Kisi khushnasib ki takdir hain aap,khwabo ki sachi tasvir hai aap.aur kya kahe aap ki shan me,mere hathon me DOSTI ki lakeer hain aap.