Ye din u hi

Ye din u hi
Ye din u hi gujar jayenge, Shayad kahi hum kahi aap chale jayenge, Naraj na ho aap hamari shararato se, Yehi to wo pal hai jo aksar yad aayenge
  

Jan, 24 2012     143 chars (1 sms)     1062 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

dosti pe naz he hame,kal jitna bharosa ta utna aj he hame,Dosti wo nai jo sirf gam r khusi me sath de,Dosti wo jo harpal apnepan ka esas de.
Har duaa kabul nahi hoti, har aarzu puri nahi hoti, jinke dil mein aap jaise dost rahte ho unke liye dhadkane bhi zaruri nahi hoti.
Khusbu ki tara meri sanso me rehna laho banke meri sanso me behna dosti hoti he rishto ka anmol gehna islia is dosti ko kavi alvida na kehna
Ye Din Yu h Guzr Jaenge Sayad Hm Dost yu h Bichad jaenge Naraz N hona Aap Hmari Srarato Se Yhi to wo Pal h jo baad m yaad krke ansu layenge!
Tumhari dosti aur wafa hi kafi he,Tamaam umar ye aasra hi kafi he,Hum se dosti tum kabhi na todna,Jeene ke liye ye aasra hi kafi he...
Gulshan mai gul khilte hain, Tabhi to aap jaise dost milte hain, Humse khafa na hona aye mere dost, Suna hai apni dosti par log jalte hain.
Mohabbat paane ke liye sou zakhm sehte hain, Yaar ke nashe mein doob jaane ko khudaai kehte hain.
Dosti shayad zindagi hoti hai,jo har dil me basi hoti hai,waise to jee lete hai sabhi akele magr,phir bhi zarurat inki har kisi ko hoti hai
Kaun kehta hai ki is duniya mei majbut irade wale log nahin milenge.aap mere is dost ko hi dekh lijiye,duniya idhar se udhar ho jaye pr yeh sms nahin karenge.?
Mehak mohabbat ki kam na hoti, mohabbat se zindagi kam na hoti, saath zindagi mein agar dosti ka hota, to zindagi jannat se kam na hoti.
Muskurao aap to phool khil jaye.baat karo to dil machal jaye.Itni dilkash hai aapki dosti.dost to kya dushman bhi aap par fida ho jaye
Jo Hadse Na Guzar Jaye Wo Pyar Hi Kya. Jo Pyar Karnepe Majbur Na Karde Wo Ikrar Hi Kya. Intezar To Sab Karte He, Saanse Tutne Tak Jo Sath Na De Wo Yaar Hi Kya!!