dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, humse tuta hua sisa dekha nahi jata, apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, aye dost tera utra hua chehra dekha nahi
Gum bahut hai khushiya kam hai,kante bahut hai ful kam hai; manzil dur hai rah kathin hai, dushman bahot hai dost kam hai ,mere zindagi ka ye behal hai, fir bhi jee raha hu kyo ki sath tumhara hai