Unki ankho me ek chamak c dekhi hamne pahli bar, ghayal kar diya is dil ko hua me bekarar. aaj bi yaad he hame unse hui sari baate do pal muskurake vo rula jane bate hasrat he unhe kabhi na rulaege gam-e-jindgi se unko dur kar jaege
Karti hain saanse, Bas 1 hi ishara. Duaon mein meri, Bas naam hai tumhara. Thamm jaaye yeh sama yahin par, Nahi chahiye hume ab, Koi DOST TUMSE BHI PYAARAA.
Hum woh nahi jo tum ko ghum main shor dain, hum woh nahi jo tum se nata shor dain , hum woh hain, ke ager teri sanse ruk jae,to tuj se apni sanse jorh dain.
Har raat ko chand ka shingar nahi milta, Har baag ko phool ka dular nahi milta, Maine bhi duniya dekhi hai Dost, Har insaan ko tere jaisa yaar nahi milta.