Pyar mohobbat to

Pyar mohobbat to
Pyar mohobbat to sabhi karte hai, Pyar ke dhoke me sabhi jalte hai. Hum na pyar na mohobbat karte hai, bas aap jaise yaron ki yari pe marte hai
  

Jan, 24 2012     143 chars (1 sms)     1783 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Wo Barse Na Barse Sawan Hi To He Jane Kab Sukh Jaye Gulshan Hi To He Mre Dilme Rehne Ki Adat Na Dalo Jane Kab Ruk Jaye Dhadkan dil Hi To He
Tum Rakh Na Sakoge Mera Tohfa Sambhaal Kar,..Warnaa...!!! Main Tumko Abhi De Don Apne Jism Se Rooh Nikaal Kar.
Taras gaye hain hum aapke paas aane ke liye, Dil-O-Jaan mitadein tujse dosti nibhane ke liye, Hum Yeh SMS kar rahe hain, apni yaad dilane ke liye.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata he,asma lakh ucha ho magar jhuk jata hai, Dosti me duniya lakh bane rukawat,agar dost sacha ho khuda bhi zukh jata hai!
Tumpe kurban meri yari hai, Hans k mar jau iski tyari h, Silsila qtm na ho dosti k Hamne tumhe yad kya, Ab tumhari bari
Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye. Chahe pade gam se vasta, Ek dost rakna sab gamoko bhulane ke liye....
Yah dosti chirag hai isse jalaye rakhana yah dosti gul hai isse khilaye rakhana Hum rahe na rahe iss jahan main Bus hamari yaad dil me basaye rakhana
Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost thhey AASHIQ BANAYA Aap ne
Duniya badal jaye,tum n badlna, Muskilo me ho jab bhi,yad hume kar lena. Mange bhi apse to kya mange? Dena kuch chaho to bas Muskura dena.
Bewafa se kabhi pyar nahi hota,Marne ke baad intzar nahi hota.Dosti dekh kar karna,Har insaan meri tarah Sweet & Smart nahi hota..
Tere akelepan me saath tera hum nibhyenge,teri tanhaiyo me tEre pas hum ayenge.Tu ek bar hume azma kar to dekh dost,khud ro kar b tujhe hasakar Jaynge
Rishte to sabi anmol Hote He par Ise ahmiyat kuch achhe Log dete He Dilto sabi ko deta He khuda par Isme Jagah kuch aap Jese Dost Hi lete hain.