Kitni Jawan Hai Zindagi from Shehnai Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Kitni jawa hai jindagi
Kitni jawa bahar
Aise me koi aaye kahi se
Karle humse pyar

Kitni jawa hai jindagi
Kitni jawa bahar
Aise me koi aaye kahi se
Karle humse pyar

Chahato ke ye jamane
Aarzuo ke ye din
Chahato ke ye jamane
Aarzuo ke ye din
Kah rahe hai dhadakne dil ki
Ki akele to na gin
Is bari mahfil me ho
Koi tera bhi raaj daar

Kitni jawa hai jindagi
Kitni jawa bahar
Aise me koi aaye kahi se
Karle humse pyar

Hasrate bhi hai gulabi
Aur ummide bhi hasi
Hasrate bhi hai gulabi
Aur ummide bhi hasi
Sath lekin khubsurat
Ek sathi hi nahi
Ek humdham ke liye hai
Dil mera bekarar

Kitni jawa hai jindagi
Kitni jawa bahar
Aise me koi aaye kahi se
Karle humse pyar

Julf ka saya na ho to
Is safar ka kya maza
Julf ka saya na ho to
Is safar ka kya maza
Bejh de kabhi kahi se
A mohabbat ke khuda
Jiski bato me nasha ho
Aankho me ho khumar

Kitni jawa hai jindagi
Kitni jawa bahar
Aise me koi aaye kahi se
Karle humse pyar

Kitni jawa hai jindagi
Kitni jawa bahar
Aise me koi aaye kahi se
Karle humse pyar...

Song Details
Movie
Shehnai
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Shehnai

Is Tarah Toda Mera Dil
Kitni Jawan Hai Zindagi
Kya Ajab Saaz Hai Ye Shehnai
Na Jhatko Zulf Se Pani
Pawan More Aangna Mein
Sadiyo Purani Apni Kahani
Sharma Ke Na Ja Tadpa Ke Na Ja

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)