Na Jhatko Zulf Se Pani from Shehnai Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Na jhatko zulf se pani
Ye moti phut jayenge
Na jhatko zulf se pani
Ye moti phut jayenge
Tumhara kuch na bigdega
Magar dil tut jayenge
Na jhatko zulf se pani

Ye bhigi raat ye bhiga badan
Ye husn ka aalam
Ye bhigi raat ye bhiga badan
Ye husn ka aalam
Ye sab andaz mil kar
Do jaha ko lut jayenge
Tumhara kuch na bigdega
Magar dil tut jayenge
Na jhatko zulf se pani

Ye nazuk lab hai ya aapas me
Do lipti hui kaliya
Ye nazuk lab hai ya aapas me
Do lipti hui kaliya
Zara inko alag kar do
Tarannum phut jayenge
Tumhara kuch na bigdega
Magar dil tut jayenge
Na jhatko zulf se pani

Hamari jaan le lega
Ye nichi aankh ka jadu
Hamari jaan le lega
Ye nichi aankh ka jadu
Chalo acha hua mar kar
Jaha se chut jayenge
Tumhara kuch na bigdega
Magar dil tut jayenge
Na jhatko zulf se pani
Ye moti phut jayenge
Na jhatko zulf se pani...

Song Details
Movie
Shehnai
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Shehnai

Is Tarah Toda Mera Dil
Kitni Jawan Hai Zindagi
Kya Ajab Saaz Hai Ye Shehnai
Na Jhatko Zulf Se Pani
Pawan More Aangna Mein
Sadiyo Purani Apni Kahani
Sharma Ke Na Ja Tadpa Ke Na Ja

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)