Sharma Ke Na Ja Tadpa Ke Na Ja from Shehnai Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Sharma ke na ja
Sharma ke na ja
Tadapa ke na ja
Nagin ki tarah
Bal kha ke na jaa
Jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman

Sharma ke na ja
Tadapa ke na ja
Nagin ki tarah
Bal kha ke na jaa
Jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman

Kuch soch mai hardam
Kyu tera picha karta hu
Zara aankho me aankhe daal ke
Tujhpar marta hu
Par kahate huye ye darta hu
Jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman

Sharma ke na ja
Tadapa ke na ja
Nagin ki tarah
Bal kha ke na jaa
Jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman

Tujhe husn pe apne naaz
Mujhe apne dil par
Sur milenge kaise
Mai hu mom aur tu pathar
Haye kaisa pada hai ye chakar
Jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman
Sharma ke na ja
Tadpa ke na ja
Nagin ki tarah bal khake na ja
Hoy jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman

Mat bhool ke ik din
Aisa bhi to aayega
Jab ishq kaya ke husn ka
Sar jhuk jaayega
Phir khul ke mera dil gaayega
Jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman
Sharma ke na ja
Tadpa ke na ja
Nagin ki tarah bal khaake na ja
Ho jaaneman jaanaaneman
Jaaneman jaanaaneman...

Song Details
Movie
Shehnai
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Shehnai

Is Tarah Toda Mera Dil
Kitni Jawan Hai Zindagi
Kya Ajab Saaz Hai Ye Shehnai
Na Jhatko Zulf Se Pani
Pawan More Aangna Mein
Sadiyo Purani Apni Kahani
Sharma Ke Na Ja Tadpa Ke Na Ja

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)