Sadiyo purani apni kahani
Mohabbat ise aaj kaha ja rahi hai
Hame sath dekha hai
Ek baar phir se
Zamane ki raftar sharma rahi hai
Sadiyo purani apni kahani
Mile the mile hai phir bhi milenge
Ye hai wo safar jiski manzil nahi
Mile the mile hai phir bhi milenge
Ye hai wo safar jiski manzil nahi
Wo ik lafz kahte hai jisko judaai
Meri dasta me to shamil nahi
Meri dasta me to shamil nahi
Sadiyo purani apni kahani
Mohabbat ise aaj kaha ja rahi hai
Sadiyon puraani apni kahaani
Zamane ki nazro ke andaz badle
Magar teri meri nigahe na badli
Zamane ki nazro ke andaaz badle
Magar teri meri nigahe na badli
Badalta raha aasma chal apni
Ye rahi na badl
Ye rahe na badle
Ye rahi na badl
Ye rahe na badle
Sadiyon purani apni kahani
Mohabbat ise aaj kaha ja rahi hai
Sadiyo purani apni kahani
Agar zulf zanjir banti rahegi
Mohabbat ki taqdeer banti rahegi
Agar zulf zanjir banti rahegi
Mohabbat ki taqdeer banti rahegi
Nigaaho ki ranginiya kam na hongi
Ummeedo ki tasvir banti rahegi
Ummeedon ki tasvir banti rahegi
Sadiyo purani apni kahani
Mohabbat ise aaj kaha ja rahi hai
Hame sath dekha hai
Ek baar phir se
Zamane ki raftar sharma rahi hai
Sadiyo purani apni kahani...
Is Tarah Toda Mera Dil |
Kitni Jawan Hai Zindagi |
Kya Ajab Saaz Hai Ye Shehnai |
Na Jhatko Zulf Se Pani |
Pawan More Aangna Mein |
Sadiyo Purani Apni Kahani |
Sharma Ke Na Ja Tadpa Ke Na Ja |