Meri Jaan O Meri Jaan from Sahib, Biwi Aur Ghulam Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Meri jaan o meri jaan
Achcha nahin itna situm
Meri jaan o meri jaan
Achcha nahin itna situm
Mujhe na chhed sanam
Mujhe na chhed sanam
Haaye mujhe na chhed sanam
Mar gayee main teri kasam
Meri jaan
O meri jaan
Meri jaan
O meri jaan
Achcha nahin itna sitam

Meri aankhein nahin masti ke ye maikhaane hain
In mein chalke huye kuchh pyaar ke paimaane hain
Meri aankhein nahin masti ke ye maikhaane hain
In mein chalke huye kuchh pyaar ke paimaane hain
Hosh ka naam na le dekh ilzaam na le
Hosh ka naam na le dekh ilzaam na le
Aa meri aankhon se pee
Haath mein jaam na le
Aaj jee bharke mohabbat mein behkne de kadam
Meri jaan
O meri jaan
Naa naaa o meri jaan
Achcha nahin itna sitam

Bekhudi ne tujhe mastaana banaa daala hai
Mujhko bhi pyaar ne deewana bana daala hai
Bekhudi ne tujhe mastaana banaa daala hai
Mujhko bhi pyaar ne deewana bana daala hai
Tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar
Tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar
Na mujhe apna pata
Na tujhe apni khabar
Zindagi bhar ye mohabbat ka nasha hoga na kam
Meri jaan
O meri jaan
Na na o meri jaan
Achcha nahin itna situm
Mujhe na chhed sanam
Mujhe na chhed sanam
Haaye mujhe na chhed sanam
Mar gayee main teri kasam
Meri jaan ho meri jaan
Achcha nahin itna situm
Meri jaan...

Song Details
Movie
Sahib, Biwi Aur Ghulam
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Sahib, Biwi Aur Ghulam

Bhanwara Bada Nadan Haay
Diye Bujhe Bujhe
Koi Dur Se Chale Aao
Meree Baat Rahee Mere Mann Me
Meri Jaan O Meri Jaan
Na Jao Saiyaan Chhuda Ke Baiyan
Piya Aiso Jiya Main
Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)