Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me

Mere sapane adhure huye nahee pure, aag lagee jivan me

O rasiya mann basiya, nas nas me ho tum hee samaaye
Mere naina kaare baina, meraa dard naa tum sun paaye
Jiya mora pyaasa raha saawan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Kuchh kahate, kuchh sunate kyon chale gaye dil ko masal ke
Meree duniya huyee sunee, buja aas kaa dipak jaan ke
Chhaaya re andhera meree aakhiya me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Tum aao ke na aao, piya yaad tumhaaree mere sang hain
Tumhe kaise yeh bataau, mere prit kaa niraala ik rang hain
Laga ho yeh neha jaise bachapan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Mere sapane adhure huye nahee pure, aag lagee jivan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me...