Na Ro Ae Ronewale from Ferry Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Na ro aye rone wale
Na ro aye rone wale
Is tarah rone se kya hasil
Ye din ke dag dam bhar ke liye
Dhone se kya hasil
Na ro aye rone wale
Is tarah rone se kya hasil
Ye din ke dag dam bhar ke liye
Dhone se kya hasil
Na ro aye rone wale

Lagi dil ki nahi bujhti
Kabhi aankho ke pani se
Lagi dil ki nahi bujhti
Kabhi aankho ke pani se
Kabhi aankho ke pani se
Ruke to rok le aasu
Ruke to rok le aasu
Inhe khone se kya hasil
Na ro aye rone wale
Is tarah rone se kya hasil
Ye din ke dag dam bhar ke liye
Dhone se kya hasil
Na ro aye rone wale

Rahe na jab chaman me gum
Bahar to kya aayi
Rahe na jab chaman me gum
Bahar to kya aayi
Bahar to kya aayi
Ghata chayi hui barkha
Ghata chayi hui barkha
Magar hone se kya hasil
Na ro aye rone wale
Is tarah rone se kya hasil
Ye din ke dag dam bhar ke liye
Dhone se kya hasil
Na ro aye rone wale...

Song Details
Movie
Ferry
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Ferry

Kaisi Laagi Karejwa Katar
Na Ro Ae Ronewale
Naav Badha Le Majhi
Rangeeli Rangeeli
Ye Hi Hai Mere Sapno Ka Sansar

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)