Kaise Rokenge Aise Toofan Ko from Anand Math Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Kaise rokoge kaise rokoge aise tufan ko
Kaise rokoge aise tufan ko ye umange ye dil hai jawan ho
Kaise rokoge aise tufan ko ye umange ye dil hai jawan ho
Kaise rokoge aise tufan ko ye umange ye dil hai jawan ho
Kaise rokoge aise tufan ko

Bund kal ki bani aaj dhara bah chala jisme jiwan hamara
Bund kal ki bani aaj dhara bah chala jisme jiwan hamara
Jisko chhu karke dube hajaro, jisko chhu karke dube hajaro
Dhundata hai ye dil wo kinara, dhundata hai ye dil wo kinara
Maan ke panchhi ki pagal udan ko
Maan ke panchhi ki pagal udan ko
Kaise rokoge aise tufan ko ye umange ye dil hai jawan ho
Kaise rokoge aise tufan ko

Apne maan ko manaoge kaise aaj fali bhujaoge kaise
Apne maan ko manaoge kaise aaj fali bhujaoge kaise
Jiska koi nahi hai kinara, jiska koi nahi hai kinara
Aisa sagar sukhoge kaise, aisa sagar sukhoge kaise
Kaise bandhoge aasman ko, kaise bandhoge is aasman ko
Kaise rokoge aise tufan ko ye umange ye dil hai jawan ho
Kaise rokoge aise tufan ko...

Song Details
Movie
Anand Math
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Talat Mahmood
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Anand Math

Aa Re Bhanvare Aa
Jay Jagadish Hare
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko
Naino Mein Mere Saawan
Vande Mataram

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)