Main Pagal Hoon from Girl Friend Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

O madam o madam coma coma
Coma coma har baat meri ulti
Har ghat meri ulti
Har baat meri ulti
Har ghat meri ulti
Tum thik hi kehti ho madam main
Pagal hoon main pagal hoon
Main pagal hoon

Jag nafrat ka vyopari aur
Main hu prem pujari such kehti
Hai duniya meri akal gai hai mari
Jag nafrat ka vyopari aur
Main hu prem pujari such kehti
Hai duniya meri akal gai hai mari
Pujari more mandar mein aao
Pujari more mandar mein aao
Aao aao sita phal khao
Main mail chahu man ka main
Phool no one ka
Tum thik hi kehti ho madam
Hoye kehti ho madam hoye
Kehti ho madam main pagal hoon
Main pagal hoon main pagal hoon

Main tumko pana chahu dil
Mein bithlana chahu
Is nafrat ke sukhe jangal mein
Chaman khilana chahu
Main tumko pana chahu dil
Mein bithlana chahu
Is nafrat ke sukhe jangal mein
Chaman khilana chahu
Hoye prem nagar main banaungi
Gar main saj ke sab sansar
Prem nagar main banaungi
Gar main saj ke sab sansar
Kare hum tum pyar khake nimbu ka
Achar main kanch ka ulu hu
Sukha hua chulu hu
Tum thik hi kehti ho madam
Hoye kehti ho madam hoye
Kehti ho madam main pagal hoon
Main pagal hoon main pagal hoon

Tum baigam ho main jokar tum
Hira ho main pathar ispar bhi
Ye dil deewana hua hai ashiq tumpar
Tum baigam ho main jokar tum
Hira ho main pathar ispar bhi
Ye dil deewana hua hai ashiq tumpar
Laila laila pukaru main ban mein
Pyari laila pyari laila ruki hai
Maire man main
Laila laila pukaru main ban mein
Sarkar par lattu hu bilkul
Bajarbattu hu
Tum thik hi kehti ho madam
Hoye kehti ho madam hoye
Kehti ho madam main pagal
Main pagal main pagal hoon...

Song Details
Movie
Girl Friend
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Girl Friend

Aaj Mujhe Kuchh
Aaj Rona Pada Toh
Main Pagal Hoon
Paise Ki Kahani

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)