Ye Raat Aashiqana from Naya Andaaz Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Ye raat aashikana
Chaya sama suhana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana

Ye raat aashikana
Chaya sama suhana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana

Tere liye hai aaja
Palko ke ye ishare
Hotho ki mast kaliya
Aankho ke sokh tare
Chaya hua nasha hai
Apni kise khabar hai
Kya jaane mai kaha
Hu kya jaane
Dil kidhar hai
Tere liye hai aaja
Palko ke ye ishare
Hotho ki mast kaliya
Aankho ke sokh tare
Chaya hua nasha hai
Apni kise khabar hai
Kya jaane mai kaha
Hu kya jaane
Dil kidhar hai

Kuch kah raha hai tujhse
Ye dilrub zamana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana

Bahke hue kadam
Hai bahki hui fiza hai
Dil ka har ek arma
Tujhko pukarta hai
Dil me tujhe bithale
Aankho me aa chupake
Ye door ke ishare
Hamko na mar dale
Kuch mai kareeb aau
Kuch tum kareeb aana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana
Ye raat aashikana...

Song Details
Movie
Naya Andaaz
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Naya Andaaz

Aaj Suhani Raat
Apna To Zamane Me
Balam Kahaan Jaaoge
Chana Zor Garam
Duniya Ke Bazar Me
Hawa Pichle Pahar
Mehfil Me Aaj Teri
Meri Nindon Me Tum
Raat Rangili
Ye Raat Aashiqana

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)